Nojoto: Largest Storytelling Platform

New bidu chandan Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about bidu chandan from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, bidu chandan.

    LatestPopularVideo

Jaiswal mahii

publice Kiya bolti bidu #Love

read more

pRaM@D

Ekdum kadak " BiDu🔥" #films

read more

ayush tiwari

paisa bolta hai bidu #Money #Life

read more

Rituraj Katakwar

kya mast he bidu sollid #हॉरर

read more

Deepak

he bidu #viral #ytshorts #shirt #Shorts loV€fOR€v€R #Comedy

read more

Kumar Rajan

chandan-chandan sang marmari.........

read more

HS_24

Happy Birthday Hira my bidu #BirthdaySpecial #Bestfriendsday #HS_R #Dosti #hostellife HSR #कविता

read more
Jaan bhi vaar du jispe,
yaar wo mera aisa hai.
Bata du aaj jamane ko,
yarana hamara kaisa hai.

Mai UP ka sawla to wo UK ka gora hai,
Shareef shakal wala wo ek badmash chora hai.
na jane kaun sa vrat galat rakha jo use dost bana ke bheja hai
Ya phir pichle janam ke paapo ka fal mila mujhe kuch aisa hai.
Bata du aaj jamane ko,
yarana hamara kaisa hai.

Mai nivasi tha 26 number ka aur wo 28 number me rehta tha
Par chodke apna kamra akela wo din bhar mere kamre me rehta tha
mujhe lagti thi charpai sone ko wo baithe baithe so jaya karta tha.
Mai bin pocket ka doraemon aur wo nobita jaisa hai.
Bata du aaj jamane ko,
yarana hamara kaisa hai.

Tokta rehta tha wo mere khane ko
Pad jata peeche lekar mere nahane ko
Chote mote anginat kisse hai sunane ko
Kya kya batau mai jamane ko
Bhai to sune honge aksar dosto me
Par wo meri dusri maa jaisa hai.
Bata du aaj jamane ko,
yarana hamara kaisa hai.

Aaj ki is nayi sadi ke vikram aur betal hai hum
Ek sath liye jate the jo aise do alag naam hai hum
Jamane ke liye "mai" hua krta tha "mai" aur "wo" hua krta tha "wo",
Gar kabhi puche koi usse ya mujhse to alag rehte pr bhi ek sath kehte the "hum".
Dosti ka kissa hamara do shareer ek jaan jaisa hai. 
Bata du aaj jamane ko,
yarana hamara kaisa hai.

Bolne ki jarurat nhi padti thi humko,
Aanko hi aankho me saath gaanth ho jati thi.
Hamari aisi dosti dekh k kaio ki khat khadi ho jati thi to kaio ki jal k khaak ho jati thi.
Dil to jude hi the hamare ek hi broadband se, 
hamare dimago me bhi connection hotspot wifi jaisa hai.
Bata du aaj jamane ko,
yarana hamara kaisa hai.

4 saal tak kari jo raksha meri , Aaj desh ki karta hai.
Kehne ko to hai thal sena me , Par roj udane bharta hai.
Dost dusre kehne lage mere paas gadi hai bangla hai paisa hai,
Maa to unke paas bhi hogi par mere paas yaar HIRA jaisa hai.
Bata du aaj jamane ko,
yarana hamara kaisa hai.

©HS_24 Happy Birthday Hira my bidu 
#BirthdaySpecial
#Bestfriendsday
#HS_R
#Dosti
#hostellife
HSR

Pramodkumar Pramodkumar

Chandan #न्यूज़

read more

Chandan Razz

chandan #Love

read more

Chandan Kumar Chandan Kumar

chandan #लव

read more
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile