Nojoto: Largest Storytelling Platform

New se dil laga ke din raat rote hain Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about se dil laga ke din raat rote hain from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, se dil laga ke din raat rote hain.

Stories related to se dil laga ke din raat rote hain

Naveen Dutt

"Bikhre Alfaaz" "Raat ke sannate se baatein karta hoon, Dil ka dard chupke se likhta hoon."

read more
White Mann ke kone mein chhupi baatein,
Dil ke darwaze par dastak deti hain.
Raat ke sannaton mein guftagu karti hain,
Par sunne wala koi nahi hota.
Aankhon mein chhupa hai dard ka samandar,
Par aansuon ko behne ki ijaazat nahi.
Dil chahte hai chillake kahoon,
Par shabdon ko bandhan se azadi nahi.
Kaash koi ho jo samajh sake,
Mere khamoshi ke gehray matlab.
Jo bina kahe jaan le,
Mere dil ke chhupaye jazbaat.
Kitne khayalon ka bojh uthaya hai,
Kitni baar apne aap ko samjhaya hai.
Par kabhi kabhi dil keh deta hai,
"Kaash ek baar toot kar ro loon."
Zindagi ke safar mein,
Kya har insaan akela hota hai?
Ya shayad hum khud hi,
Apni duniya se dur ho jaate hain.
Toh agar tu sun raha hai, aye khuda,
Mujhe ek dost de, jo samjhe mujhe.
Mere alfaaz ko nahi,
Mere khamoshi ko samjhe.

©Naveen Dutt "Bikhre Alfaaz"

"Raat ke sannate se baatein karta hoon,
Dil ka dard chupke se likhta hoon."

Seema Verma

#Dil se Dil Tak..

read more
तुम्हारी .....

©Seema Verma #Dil se Dil Tak..

Sonu Kumar

#SunSet aajkal log Apne pareshani se Jitna Pareshan Nahin Hai utna dusre ke Sukh se pareshan hai log dusre ka voice bandhva rahe hain tantri

read more
a-person-standing-on-a-beach-at-sunset aajkal log Jitna Apne pareshani se pareshan Nahin Hai utna dusre ke Sukh se pareshan hai

©Sonu Kumar #SunSet aajkal log Apne pareshani se Jitna Pareshan Nahin Hai utna dusre ke Sukh se pareshan hai log dusre ka voice bandhva rahe hain tantri

Pandit Dinesh Sharma

moj mast ke din Shri radhe radhe

read more

Painkiller_shayari

Dil ke khwab

read more
White तेरी नींदों में आता है....... जो 
वही ख़्वाब हूं में
तेरी धड़कनों से लिखी.... अनपढ़ी
किताब हूं में
ज़रा  पूछो तो अपने... दिल से कभी
उसके सभी सवालों का... सही
जवाब हूं में

©Painkiller_shayari Dil ke khwab

Kisansaroj

Ganesh Bhagwan ki Murti Ganpati Bappa Moriya a Ganesh Bhagwan ke murti ke visarjan ke din dance kar rahe hain ham log dekho

read more

Jalbai Sehra

aap bilkul tension na Karen aapko एक-एक din Jo beet rahe hain vah aapko Manjil ke bahut Kareeb lekar ja rahe hain

read more

Raj Mundhe

Aaj bhi log tujhe meri setting ke naam se pahchante Hain

read more

Painkiller_shayari

Alfaz dil ke

read more
में नहीं जानता के......तुम्हें शौंक है
मुझे पढ़ने का....
या फिर यूंही हर पन्ने पर 
नज़र डालते हो

©Painkiller_shayari Alfaz dil ke

Shailesh Chauhan

Dil se Dil tak

read more
White HUM HAI RAHI PYAR KR

©Shailesh Chauhan Dil se Dil tak
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile