Find the Best parwana Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about parwana meaning in hindi, parwana meaning in english, parwana in english, shama parwana shayari, parwana shayari,
Parwana ansari
White https://www.facebook.com/share/p/KLuLSHBBEP8GrkHZ/?mibextid=oFDknk ©Parwana ansari #Romantic #hapur shayari💘 #parwana #tirending #Nafrat #Sawal
Parwana ansari
Black gul e guljar ho jao kisi din. hamar piyar ho jao kisi din. milegi iss kaleje ko thandak. gale ka haar ho jao kisi din. ©Parwana ansari #Thinking #hunarbazparwana #parwana #tirending #Merikalamse✍️ #parwanaansari #hapur #shayari💘 #waaw #love❤️
Parwana ansari
White wo mohbbat karta raha do kism ki. jubani ki rooh ki aur dili jism ki. ✍️ parwana ansari वो मोह्ब्बत करता रहा दो किस्म की। जुबानी की रूह की और दिली जिस्म की। ✍️ पर् वाना अन्सारी insta id parwana 749 ©Parwana ansari #Friendship #parwana #tirending #Merikalamse✍️ #parwanaansari #hapur_shayari💘 #Pagal #
Parwana ansari
White dil me thi kabbse tamnna chand teri deed ki. khoob utht ti hai tarange dil me apne eid ki. jub se dekha hai humne chand wo noorani sa. aankho me aati nahi khushi se ab nind bhi. eid mubarak ©Parwana ansari #eidmubarak #parwana #tirending #Merikalamse✍️ #parwanaansari #paigam
Parwana ansari
BeHappy hath utha kar mangta hu ye dua. maaf kar ae khuda tu mere gunah. din ke ujalo me hu ya ke raat me. anjane hua ho ya ke jaan kar hua. yu to bade bade gunah huye hain. Rehmat se koi badhkar nahi hua. maaf kar mola rasool ke sadke. wo rasool jo ke mahboob hai tera. ©Parwana ansari #RAMADAAN #Dua #Khuda #rasool #mahboob #tirending #Merikalamse✍️ #parwanaansari #parwana
Parwana ansari
Black gum sum in aankho se ab nind hone wali hai. khushi kyu na manau teri deed hone wali hai. jo rakh rahe the roze ek mahine se. un tamam ki ab eid hone wali hai. ©Parwana ansari #eidmubarak #eid_mubarak #EidUlfiTar #khushiya #parwana #tirending #Merikalamse✍️
Parwana ansari
Life Like kabhi haal chal to pucha hota. kab hua intakal to pucha hota. main kabar se bhi jawab de deta. mujh se sawal to puchha hota. kaha gaya nag wo anguthi ka. kaha hai resmi rumal to pucha hota. main kabar se bhi jawab de deta. mujhse sawal to pucha hota. ©Parwana ansari #Lifelike #parwana #tirending #Merikalamse✍️ #parwanaansari
Parwana ansari
apne paro per parwaz hona hai. mujhko bulad aawaz hona hai. hain kuch dost mere sath aaj kal. ek roz inhe bhi naraz hona hai. fujul jagah doulat lutayega wo agar. ek ek pese ka wo mohtaaz hona hai. ©Parwana ansari #thepredator #Buland #naraz #treanding #shayri #diljala #parwanaansari #parwana #Merikalamse✍️
Parwana ansari
batao hum kya karte. ©Parwana ansari #zakhmi #parwana #tirending #Merikalamse✍️ #shayri_ki__dayri