Find the Latest Status about banaya hai from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, banaya hai.
Ashwini wankhade
chand pe kya noor aaya hai shayad aaj wo chhat par aaya hai hawone hame kuch bataya hai unhone kuch naya sa gungunaya hai chand ko dekhakar halka sa muskuraya hai ye Ada dekhakar chand bhi sharmaya hai ladkiyon ko toh unhone diwana banaya hai suno aur kitno ko behal karne irada hai ©Ashwini wankhade diwana banaya hai #Moon
sarika
us khuda ne apne is ansh ko , badi shhidat se sajaya hai insaan ho ya fir jaanwar , sabke k liye . us khuda ne apni hi shakal me.. us "maa" ko banaya hai maa ko banaya ....hai