Find the Latest Status about ghar poetry from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos.
RjSunitkumar
આજ કાલ બંગલા ઓના રૂમો મેમ્બર પ્રમાણે અલગ અલગ થઈ રહ્યા છે પણ પોતાના પણું સાવ ઘટી રહ્યું છે... ©RjSunitkumar #ghar
Akash Chaudhary
White Aaj Ghar Aaya Hu Mai Ek nayaab ta’alluq se ubhar aaya hu main, Ek ghar se beghar hokar ghar aaya hu main, Ziist-e-umar aur na de aye rab mujhe Pehle hi kayii umar dafan kar aaya hu main, Kuch khwabon ki gardishon mein guzari zindagi, Khudke saath kayyion ko maar aaya hu main, Apne khudgarzi par mohabbat ki rida daali hai maine, Daur-e-wafa mein bewafai kar aaya hu main, Ghar se beghar aur jaan se bejaan toh kuch nahi Ek roz ek daur apne hi maiyyat se guzar aaya hu main, Badi naseebi aur badkismati zindagi par kya hi rona Ek dafa khushkismati se mukar aaya hu main, Apna kuch keemti samaan ek shaksh mein rakh kar aaya hu main, Ek ghar se beghar hokar aaj ghar aaya hu main, Ek ghar se beghar hokar aaj ghar aaya hu main.... ©Akash Chaudhary Aaj Ghar Aaya Hu Mai...💔 sad poetry urdu poetry urdu poetry sad
Aaj Ghar Aaya Hu Mai...💔 sad poetry urdu poetry urdu poetry sad
read more