Find the Latest Status about aai tujha aashirwad from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, aai tujha aashirwad.
motivational story
Tu malik ko dosh mat dena ki usne tujpe kabhi abhi rehmat nahi barsai khuda abhi rehmete hamesha apne bachoon pe karta hi hai Bas sahi samay par hoti hai uski rehmaton ki bunai Guzarish bas itni hai tumse ki kabhi bhi apni pukar ko kam na samajna aur umeed ka daman tu humesha ki pakadke rakhna kyunki malik ka aashirwad rupi prasad bhi khuli hatelion par hi mil pata hai Band mutthi ko kahan is prasad ka swad aata hai... ©varsha khanwani #aashirwad #Shiva
Mantosh sah
Wada hai tujhe sai.. Judha na hongai Tum jitna v ruth jao.. mana langai... Dosti jo ki hai kabhi tujha par koi aach v na aanai dengai wada hai tujha sai