Nojoto: Largest Storytelling Platform

New tha shayari hindi Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about tha shayari hindi from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, tha shayari hindi.

Mo_Khalid_s

Aage Safar Tha #Sad_Status #Shayari Poetry Love #Broken #viral #mo_khalid_s shayari in hindi sad shayari shayari on love zindagi sad sh

read more
White आगे सफर था पीछे हमसफर था, 
रुकते तो सफर छूट जाता और चलते तो हमसफर छूट जाता😢,
मंज़िल की भी हसरत थी और उनसे भी मोहब्बत थी 🥀,
ए दिल तू ही बता उस वक्त मैं कहां जाता...!
रुकते तो बिछड़ जाते और चलते तो बिखर जाते 💯💔😢।

©Mo_Khalid_s Aage Safar Tha 
#Sad_Status #Shayari #Poetry #Love #Broken #viral #mo_khalid_s 
 shayari in hindi sad shayari shayari on love zindagi sad sh

Mo_Khalid_s

Kitna Mahfooz Tha Gulab #HappyRoseDay #Shayari Poetry #viral #mo_khalid_s shayari on love sad shayari hindi shayari

read more
कितना "महफूज़" था "गुलाब" काँटों की गोद में...!!
लोगों की "मोहब्बत" में "पत्ता पत्ता" "बिखर" गया...!!

©Mo_Khalid_s Kitna Mahfooz Tha Gulab 
#HappyRoseDay #Shayari #Poetry #viral #mo_khalid_s  shayari on love sad shayari hindi shayari

Pankaj mishra

#Sad_Status hindi shayari shayari in hindi

read more
White Ha ab hum bhi muskurane lage hai 
Ha ab hum bhi ranginiyo ko gane lage hai 
Hua hai chori jabse ye dil humara
Hum haseen nagme sareaam gane lage hai

©Pankaj mishra #Sad_Status  hindi shayari shayari in hindi

Urja

#Sunrise shayari in hindi hindi shayari shayari status shayari attitude shayari in hindi shayari on life attitude shayari hindi shayari

read more
Uthta hai dhuaa aag lagne ke baad..
Jalta hai aasmaa shaam dhalne ke baad..
Timtimatey hain taarey
 uske siyaah honey ke baad..
Phir chanda bhi sharmata
 badli odhney ke baad..
Phooti jo pehli kiran bhor hone ke baad..
Khil uthtey hain jazbaat 
nayi umang chhaney ke baad..

Ki aaj phir kuchh naya karne ki hai chaah..
Beetey kal se kuchh 
zyada paa janey ka utsaah..
Chalo thodi khushiyaan aur baant dete hain..
Haatho haath unka byaaj bhi samet lete hain..
Yahi daulat sachchi amiri ka hai pramaan..
Isi sey kamiyaab ho jata insaan..

Fakr kartey hain par gumaan hargiz nahi..
Ke zinda bhi hain aur sharminda bhi nahi..
Ruhh mein neki ka itr aur suljha kirdaar..
Khuda bhi rehmatein barsata hai phir beshumaar.

©Gabby #Sunrise  shayari in hindi hindi shayari shayari status shayari attitude  shayari in hindi shayari on life attitude shayari hindi shayari

Urja

#Nofear shayari in hindi shayari status shayari love hindi shayari shayari in hindi

read more
Jeevan ki bhaagdaud mein kyu
waqt ke saath rangat kho jati hai..
Hansti khelti zindagi bhi 
aam ho jati hai..
Ek savera tha jab hanskar
uthtey thae hum..
Aur aaj kyi baar bina 
muskuraye hi shaam ho jati hai..
Kitne dur nikal aaye
rishton ko nibhatey nibhatey..
Khud ko kho diya humney
apno ko patey patey..
Log kehtey hain hum 
muskuratey bohot hain..
Aur hum thak gye
 dard chhupatey chhupatey.

(unknown)
*********

©Gabby #Nofear  shayari in hindi shayari status shayari love hindi shayari  shayari in hindi

Radhe Krishna08

#GoodNight hindi shayari shayari in hindi

read more
White मैं बेचैन सा लगता हूँ वो राहत जैसी लगती हैं
❤️‍🩹😊

©Radhe Krishna #GoodNight  hindi shayari shayari in hindi

niksha

jana hi tha tho aaye hi kyu? #love_shayari love shayari shayari on love shayari in hindi sad shayari shayari status #incompletelove love4

read more
White जब जाना आपका तय था तो आए ही क्यों...  
क्यों अपनी आदत डाल फिर जाकर इतना तड़पाए क्यों...  
जानते थे ना कि तकलीफ और आंसुओं में मैं बह जाती हूं,  
फिर क्यों बार-बार आपने इतना तड़पाए क्यों...  

वो रातें, वो बातें, वो मेरी आपसे उम्मीदें,  
फिर जाकर उन्हें झुठलाए क्यों...  
मुझसे मोहब्बत का दावा कर, निभाने का वादा कर,  
बार-बार साथ रहने की उम्मीद जगाई क्यों...  

जब खुद को कफ़न सफ़ेद पहनना था,  
फिर मुझे सपने रंगीन दिखाए क्यों...  

उम्मीद की आख़िरी सांस लेकर अब भी आंखें बैठी हैं,  
तुम्हें निहारने के लिए पलकें आंसुओं से सजकर बैठी है।  

आकर एक बार फिर मुझे उठाओ ना...  
इस बार हां है मेरी... बस एक बार...  
आकर गले से लगाओ ना...  
मोहब्बत हमारी अधूरी नहीं रहेगी...  
मुझे एक बार अपने साथ लेकर जाओ ना।

©Niksha 
jana hi tha tho aaye hi kyu?
#love_shayari  love shayari shayari on love shayari in hindi sad shayari shayari status #incompletelove #love4

Sunny Kumar Chourasia

#SunSet shayari in hindi hindi shayari

read more
a-person-standing-on-a-beach-at-sunset मिल सके जो आसानी से
उसकी ख्वाहिश किसे है
जिद्द तो उसकी है जो
मुकद्दर में लिखा ही नहीं है।

©Sunny Kumar Chourasia #SunSet  shayari in hindi hindi shayari

Sunny Kumar Chourasia

#snow shayari in hindi hindi shayari

read more
Unsplash मैं लोगों से मुलाकातों के लम्हें याद रखता हूँ,
बातें भूल भी जाऊं पर लहजे याद रखता हूँ.....!!!

©Sunny Kumar Chourasia #snow  shayari in hindi hindi shayari

Priti Singh

#GreenLeaves shayari in hindi hindi shayari

read more
green-leaves इश्क़ की गहराइयों में खूबसूरत क्या है
मैं हूं, तुम हो और किसी की जरूरत क्या है

©Priti Singh #GreenLeaves  shayari in hindi hindi shayari
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile