Nojoto: Largest Storytelling Platform

New hamesha der kar deta hoon main Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about hamesha der kar deta hoon main from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, hamesha der kar deta hoon main.

Stories related to hamesha der kar deta hoon main

Rubab Razi

#sad_quotes Kahte hain waqt sab thik kar deta hai

read more
White Kahte hain waqt sab thik kar deta hai Kahte hain waqt sab thik kar deta hai Par kab jab hum jine ki aas chor dete hain ?
Nahi hai aab mujhme zinda rahne ki aarzoo
 Nahi chaiye aab kisi se koi rishta
 Nahi karna aab us waqt ka intezar
 Aab bus hamesa ke liye sona chahti hu mein 
Aab bus sukoon ki nind sona chahti hu mein.

©Rubab Razi #sad_quotes Kahte hain waqt sab thik kar deta hai

Kumar Vimal

samad.khan

Uska dikh jana Qatal Kar deta hai #Love #Feel #mohabat #Broken #viral #najoto

read more
White AB Use Dekh Kar Lgta To Nhi Hai Lekin. 

Hum Kabhi Uske Pasandida Hua Karte The

©samas.khan Uska dikh jana Qatal Kar deta hai

#love #Feel #mohabat #Broken #viral #najoto

Sam

#Taras Raha hoon due hoke tujshe

read more

Sam

#Taraas kar

read more

Ruineddevil

#love_shayari Tu nazre milaake mujhse mera na ho jaana kahin, Main toh apne jism me bhi kiraaye pe rehta hoon! #ruineddevil

read more
White Tu nazre milaake mujhse mera na ho jaana kahin,
Main toh apne jism me bhi kiraaye pe rehta hoon!

©Ruineddevil #love_shayari Tu nazre milaake mujhse mera na ho jaana kahin,
Main toh apne jism me bhi kiraaye pe rehta hoon! #ruineddevil

Naveen Dutt

"Bikhre Alfaaz" "Raat ke sannate se baatein karta hoon, Dil ka dard chupke se likhta hoon."

read more
White Mann ke kone mein chhupi baatein,
Dil ke darwaze par dastak deti hain.
Raat ke sannaton mein guftagu karti hain,
Par sunne wala koi nahi hota.
Aankhon mein chhupa hai dard ka samandar,
Par aansuon ko behne ki ijaazat nahi.
Dil chahte hai chillake kahoon,
Par shabdon ko bandhan se azadi nahi.
Kaash koi ho jo samajh sake,
Mere khamoshi ke gehray matlab.
Jo bina kahe jaan le,
Mere dil ke chhupaye jazbaat.
Kitne khayalon ka bojh uthaya hai,
Kitni baar apne aap ko samjhaya hai.
Par kabhi kabhi dil keh deta hai,
"Kaash ek baar toot kar ro loon."
Zindagi ke safar mein,
Kya har insaan akela hota hai?
Ya shayad hum khud hi,
Apni duniya se dur ho jaate hain.
Toh agar tu sun raha hai, aye khuda,
Mujhe ek dost de, jo samjhe mujhe.
Mere alfaaz ko nahi,
Mere khamoshi ko samjhe.

©Naveen Dutt "Bikhre Alfaaz"

"Raat ke sannate se baatein karta hoon,
Dil ka dard chupke se likhta hoon."

S P

#SunSet aaj fir tum der se aaye

read more
a-person-standing-on-a-beach-at-sunset aaj fir tum der se aaye .

mene tumhe kitna yaad kiya 🤌🏻🥲

©S P #SunSet aaj fir tum der se aaye

Rupak Sonowal

#SunSet me sahi hoon yaa galat bataye

read more
duniya mein dost to buhat mil jayega lekin dukh mein saat dena wala koi dost nahi milega

©Rupak Sonowal #SunSet me sahi hoon yaa galat bataye

Deepak Kumar 'Deep'

#Hamesha

read more
green-leaves हमेशा  के  लिए  दुनिया  में  
कुछ भी  रहता  नहीं   है,
इसलिए  तुम्हारी  यादों  को 
कविता  में  पिरो  कर,  
अपने  पास  रखता हूँ 
हमेशा  के  किए...!

©Deepak Kumar 'Deep' #Hamesha
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile