Find the Latest Status about bandit bandish from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, bandit bandish.
Ritika Aditya Dubey
White Haq bhi utna ki saamne Wale ko bandish na lage , Na ho koi use ghutan na khud ko hi o ek pinjre me band kaidi lge , Khamoshi se agar samjh sake sab kuch to sahi hai , Ki meri awaz use kato ki tarah na chubhe , Ahsaaas mere agar samjh sake to samjhe , Nahi to khkar usse sunne ko kahu , Aur meri har bate use bojh si lage , Uski bate bhi sunu aur khamoshi bhi , Samjhu uske har ahsaaaso ko ki kvi apne ahsaaaso ko us par jabardasti na dalu , Muskuraye wo to uski muskurahat ki wajah mai banu , Uski udasi ki wajah banne ke bad mai kvi khud ko na kosu, Rahu mai hamesa khud me magan , Mai kahi uski zindagi ka koi lamha nahi chinu , Jiye wo zindagi apni marzi se, mai kvi uski zindagi jeene me koi pareshani na banu. ©Ritika Aditya Dubey #poem #writerscommunity #write #bandish #Love #Poetry
#poem #writerscommunity #write #bandish Love #Poetry
read more