Find the Latest Status about abhi toh main jawan hoon from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, abhi toh main jawan hoon.
Nutan Pradhan
Main jaisa hoon waisa apnaoge toh achha rahega Pani ko pani samajh kar pioge toh achha rahega Main bura hoon toh hoon Mere samne bataoge toh achha rahega ©Nutan Pradhan Main bura hoon toh hoon
अनिल वास्तविक
"अभी तो लगा हूँ मै अपना कैरियर बनाने में, ये रिश्ते, दोस्त और दुश्मन तो कामयाबी के बाद बन जाएंगे!" ©अनिल वास्तविक Abhi toh laga hoon...!
Shinawar
● main ghantoan intizaar kiya karti thii-us train ka jo door se mujhe aankh michauli karti nazar aati thìi- uska chhuk chhuk karna mujhe bahot achchha lagta thaa.. meri yaadoan ke ratjagoan mein dhundhla dhundhla sa kuchh aur bhii hai..shayad woh uthta hua dhwaan hai..miloan ki chimniyoan se uthta hua dhwaan..shayad woh shoar hai machinoan ka..lekin sachchaai ke ghup andhkaar mein har drishya bikhar chuka hai..sannate ki banjar zameen par zakhmoan ki fasal ke siwa kuchh bhii nahin..lal Imli ki darakti deewaaroan ki tarah hii main bhii sisak rahi hoon..kisi masiha ke intizaar mein.. samay ki saleeb par dard se karahti huii..lekin phir bhii main zinda hoon abhii.. ©Shinawar Kyunki main zinda hoon abhi..
Shinawar
Woh jo ek kaanch ka shakhs thaa use mausamoan ne badal diya' use aainoan mein na dhoondh tu use pattharoan mein talash kar • ● kyon ki main zinda hoon abhi !!
Nojoto Originals (Hindi)