Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Humai Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Humai Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about mehfil me teri hum na rahe to lyrics, khuda ke fazl se hum par hai saya ghouse azam ka lyrics, hum to tere aashiq hai, muntashir hum hai to, hum to dil se hare,

  • 10 Followers
  • 10 Stories
    PopularLatestVideo

Iznay

 #Humai

Niharika Prajapati

Beautiful Heart hum apnai parents s kisi chiz zid krtai h to kabhi kabhi vo humai datt datai h aur mna kr datai h 
bhot bura lagta h humai aur ruth jatai h 
humai tab unki bat samj nhi aati buri lagti h but vo shi h y bat bad m pta lagti h #beautifulheart

Arooja Mushtaq

#OpenPoetry

read more
#OpenPoetry ek galti k karan chood aaya wo humai 
bohot taqleefon se guzar na paad raha ha humai
kya bataein unhai hum 
kya bataein unhai hum
ki ek dedar k liye tadpa rahai ha humai
ye ishq bohot kr lia sahib 
is mohaabaat ne humai rula k rakh dia ha .bs jis ko chah ha ha aus ko kisi aur k haq ma likh dia ha 
deep feelings aru #OpenPoetry

writer_ahmad09

najane humai kya samjha hai unhonai
tamasha-aie-yaar bana rakha hai humai unhonai 
baatai to aisi jaisai sirf humai hi apna bana rakha hai unhonai
magar ashliyat to yai kai 
apne majai ka samaan humai bana rakha hai unhonai

Rooh ke Alfaaz

Esha Joshi Soniya Kumari Mamta Monika Poonam good morning all of you

read more
subah or raat mai fark kya hai?
subah humai zindgi jeene ki wajah btati hai.or raat humai ye btati h ko hum haare kaise,har raat ke baad ek subah hai har haar ke baad ek jeet lakhs hum bnate or jeet upar dilta hai always do work hard
cheerful  morning my lovely friends.. Esha Joshi Soniya Kumari Mamta Monika Poonam good morning all of you

nu_rh

humai nafrat hai us din sai jab hum tumsai milai nafrat hai humai us lamhai sai jab hum dono ek huai kuch iss tarha khala tumnai humara dil sai ke humara hal bhee bayhal huaa #love #paininlove

- DannY🌚

read more
MUHABAT
Muhabat kiya hai? Taseer-e-muhabat kiya hai? Mahboob ka majboor kerna or muhib ka majboor ho jana?
Hamaisha easa hi ku hota hai k 7 arab say zaid logon mai hamai sirf aik easay hi shaks say muhabat ho jati hai jo hum say be-naiz hota hai?
Sirf aik osi insan k peechay hum apni tamam qowatai sarf ker k apna sab har jatay hai. 
Ku hum zaat k bajaye wajood ki talash mai rehtay hai?
Ku humai allah rah-e-rast per nhi lata? Jub keh wo to logon k dilo ko moar denay ki taqat rakhta hai. Phir ku allah humai tanha choor deta hai? Jb hum tahajud mai allah rab ul izat say ratoon ko uth ker sirf osi shaks ko mangtay hai jis say hamari zindagi ka tasalsul barqarar hai, to wo hamari ku nhi sunta?
Hum say ku bekhabar ho jata hai, jesay osay kuch ilm hi nhi?
Ye kesay mumkin hai k kurah e arz( کرہ ارض) per aik insan dosray insan k leye tarp raha ho or osay khabar tak hi na ho. Wo to khud kehta hai k mai tmsay 70 maaon say bhi zada muhabat kerta hoon, to phir wo ku begana ho jata hai?
Osnay to wada keya hai k aee ibn e adam tu mughsay mang, mai tughay nawazoo ga, phir wo humai wo shaks ku nhi de deta jis k hum talab gar hotay hai?
Hum kesay ye tawaqo ker sktay hai k jis say hum sab say zada olfat rakhtay hai wo bhi hamaray leye easay hi jazbat rakhta ho?
Oskay jazbaat ki shidat bhi wohi ho jo hamaray jazbaat ki shidat hai? Jb allah hamai itni shidat say apnay pass bulata hai to kiya hum osi shidat say oskay pass jatay hai? Wo humai din mai 5 bar dawat deta hai jo hum be khoof-o- be drdi say thukra detay hai. To hum ye kesay ommed laga lain k jo amal hum kertay hai os ka azala nhi bharna ho ga? 
Ye duniya to makafat e amal hai. Lakin nhi! Hamara zarf allah k zarf jitna nhi hai. Hum gunnah kertay hai, mgr wo یوں apna rawaiya rakhta hai jesay osnay kuch dekha hi na ho. Wo apna rizq nhi rokta.
Ye sb hamaray zheno ka fitoor hai. Bhala easay ho skta hai k hum mangay or wo na de? Wo deta zurur hai, magr wo jo hamaray leye behtr ho, na k wo jisko hum apnay leye behtr tasawur kerai. Wo duwain qabool kerta hai, magr tb jb onki qabooliyat ka behtareen waqt ho! Na keh tb jb onki qabooliyat ka baad tareen wqt ho. Wo to hamara bhala chahta hai. Wo to kehta hai na

    "ae ibn e adam!  Ik teri chah hai or ik meri chah hai. Ho ga wohi jo meri chah hai. Bas agr tu nay khud ko sapurd ker deya oskay jo meri chah hai, to mai tujh ko wo bhi doo ga jo teri chah hai. Lakin agr tu nay mukhalfat ki oski jo meri chah hai, to mai tujh ko thaka doo ga osmai jo teri chah hai. Beshak ho ga wohi jo meri chah hai"

Hum wo tamam aafaal(افعال) sar injam de rhay hotay hai jo allah ki chah k khilaf hotay hai. Hum allah ki trf say mutaain (متعین) kerdah rastay ki mukhalif simt per chal rahay hotay hai, hamai ehsas hi nhi hota k hum kis gunnah k murtaqib tehraye ja rhay hotay hai. Hum apni chah ko pora kernay ki tag-o-doo mai masroof hotay hai, or wo Allah apni chah ko pora ker k dikhata hai jismai sirf haamari bhalai shamil hoti hai.
Beshak insan bara hi bekhabar waqaiya howa hai!!

- Danial Hassan

Do_bol

kya kya kahte hai... badseerat:- ill character ranj:- dukh

read more
Jo har roz badalte hai apne bistar ka sathi... 
Vo log ab humai badseerat kahate hai... 

Hum kya bataye ab apne ranj ko ab.. 
Na jaane log humai kya kya kahate hai...  #NojotoQuote kya kya kahte hai... 

badseerat:- ill character
ranj:- dukh

Farhan Rafiq

chalii gayi hai woh chd kkk badal gayie hai woh zamanai k saath #needyou #wantyou #loveyou #missyou #wishyouback . #SELF_WRITING 😍

read more
Woh jo dikhaa tha masoom sai charaa humai kabi
Ab woh humai dundla sa nazar aata hai #NojotoQuote chalii gayi hai woh chd kkk
badal gayie hai woh zamanai k saath #needyou #wantyou #loveyou #missyou #wishyouback 
.
#SELF_WRITING 😍
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile