Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Padhti Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Padhti Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about padhti hai, padhti hu, padhti thi, pad kitne prakar ka hota hai, padti hai ka pad parichay,

  • 8 Followers
  • 21 Stories
    PopularLatestVideo

Ibrat

#Padhti hun unhe ...abhi aur padhna chahti hun unhe .... #breeze mukesh poonia Jyoti Maurya (Dil se Dizzy) Shweta Dayal Srivastava Internet Jockey Writer_girl

read more
mute video

Deepti Verma

read more
kabhi khud ko padhti hu
kabhi khud par hi likhti hu
..... 
kabhi khud ke hi sawaalo me
behishaab uljhti hu
kabhi khud se baate karti hu
kabhi khud se hi jhgdti hu..
......
kabhi khud ki kahi bato ko
khud sunne se darti hu
kabhi khud ke baalo me fas kr
julfo se hi ladti hu
....
kabhi khud ko padhti hu
kabhi khud par hi likhti hu

nihcas

Nafrat poem hindikavita

read more
Han wo mujhse nafrat karti hai,
Mujhse kya mere saye se bhi nafrat karti hai,
Par jab wo khud se nafrat kart hai, 
To Meri shayari padhti hai,
Meri shayari main wo apni tarif padhti hai,
Apni muskan par likhe shabd padhti hai, 
Apni nadaniyon par gaur karti hai, 
Fir ayine main jakar khud ko niharti hai,
Aur fir se jab wo khudse mohabat main padti hai, 
To  fir se mujhse wo nafrat karti hai. Nafrat #poem #hindikavita

Mansi khwabida

kaise hai ye rishta
jaha soch btane se pehle
anjaam dekhna padhta hai...

kaisa hai ye rishta 
jaha dil rakhne se pehle
safai deni padhti hai...

kaisa hai ye rishta
jaha kuch bhi karne se pehle
teri ijazat leni padhti hai...

kaisa hai ye rishta
jaha apne naam se pehle
tera zikrr karna padhta hai...

kaisa hai ye rishta
jo tere duniya me hote hue bhi
ek tarfa rakhna padhta hai
-khwabida #nojoto #shayari #mansichaudhary #khwabida #hindipoetry #urdupoetry #storyteller #rishta #kaisa #safai #anjaam #kehne #sochna #dil #aankhen #love #duniya #ek #ektarfa #breakup #pyaar #ishq #mahobbat #dhokha

khushboo subraj tiwari

read more
kabhi hamen chupi bhi sadhni padhti hai,
apno ko apni ehmiyat smjhani padhti hai,
apna to mano dil se par ,
un apno ko bhi narajgi dikhani padhti hai .

Biswajit Mukherjee

Tum mere sher padhti ho, Kitni achi ladki ho
Kuch mehsoos hota hai, Ya inhe bas lafz hi samajhti ho

Kaleja nichoda hai maine, Har ek harf likhne me
Tumhe ab bhi rona nhi aata, tum to yar kamaal hi karti ho

Ab bhi yaad hai tumhe kya guzre dino ki baate
Mere taano se darti ho, Kya ab bhi meri tareefo pe marti ho

Tanha raato me galti se kabhi kya meri yaad aati hai
Kya aaj bhi un purane chats ko padhti ho, Muskurati ho

Ek baat kahun, Zikr mat karna mera apne nye aashiq se
Par ek baat btao, Aaj bhi acha lagta hai kya jab mujhe yaad karti ho

Jindagi na jaane kis mod pe le jaye hame kal
Par ye btao mera milna ek haseen lamha tha, ya ise ek bhul kehti ho #NojotoQuote #Nojoto #NojotoHindi #HindiPoetry #TST #Kalakaksh #2Liner #Shayari

Raheema writes

People who say
"ladkiyan bohat padhti hain"
also need to think why?.
women are not naturally inclined to work harder than men they have to do it because the system actively discriminates against them"ladkiyan bohat nahi padhti unhein bohat padhna padhta hain #gif #girls #nojoto #nojotohindi #nojotoenglish
#poetry #qoutes #empowerment

Sristy Singh Bhardwaj

Sristy singh

read more
gyan dene wala apko jiwan ke har sadak_chorahe pr mil jayege gyan dena bada acha kam hai ek to isme depne wale ka kuch nhi jata jo jata hai wah lene wale ka jata hai upar se ehasan or badh jata hai me jb school me padhti thi me padhti thi tavi se gyan pane walo ki dayeniye satithi se wakif rahi hu ek to jb jabardasti bina mage.... gyan lo upar se parikcha or do ache nomber nhi aaye to dat khao yeh v kya anyeya hai  #NojotoQuote Sristy singh


About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile