Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best khayaleazim Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best khayaleazim Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutjb kha tha usne pehli bar shayari love, omar khayyam poems about love urdu translation, jagjit singh ki gazal tumko dekha to yeh khayal aaya, maine khud ki jhuthi kasam kha li shayri in hindi 0, tu hi to hai khayal mera lyrics,

  • 3 Followers
  • 190 Stories

Azim Noor

Sukoon ki talash hai,
Bechain sa firta hu,
Dard wohi purane hai,
Koi nayi baat nahi,
saap bahut pale hai,
haat ki aasteen mein,
Dhoke kai khaye hai,
peet per apno ke khanjer bhi jhele hai,
Narazgi ki baat nahi
ab nafrat si hoti hai,
Haqiqat ye hai ki ab mein
koi aitraaz nahi karta,
Mein bolta sabse hu
per baat nahi karta.

©Azim Noor #snowpark #khayaleazim #Feeling

Azim Noor

Azim Noor

Azim Noor

Azim Noor

Azim Noor

Azim Noor

BoL diya chal tune jo bol diya, ab pass a maafi mang me hu yahi khada, chal maag le mafi fir moka nhi milega maafi maagne ka, maut ka bharosa nhi h kisi ka. #Fire #nojohindi #khayaleazim #Rap #poem #Life_experience

read more
BoL diya chal tune jo bol diya,
ab pass a maafi mang me hu yahi khada,
chal maag le mafi fir moka nhi milega 
maafi maagne ka,
maut ka bharosa nhi h kisi ka.

zindagi choti ho ye chalta hai,
suraj jo ugta hai wo bhi to dhalta hai,
phele rakta tha pass apne dost bahut,
jab dekhi asli duniya to aaya ye samaj dost,

pass jitne pass yaar sab matlabi,
moke par dege ye saat ganta nhi,
isliye sabhi se mein dur ho gaya,
apna takiya liya aur bahar so gaya,

ab sochta hu kon asli kon nakli,
mein jitno ko izzat di utno ne rakhli,
mujhe b toh bapas me izzat milni chahiye,
chahiye mujhko b mere hisse ka chahiye,

apne hi baithe hai mera hissa leke,
jaan ke ye dusman pade hai haat dhoke.

tu b to dhoka unhe de skta hai,
badla apna sab se le skta hai.

per kaise bhool jau nasiyat apne baap ki,
dhayan rkna sabka,leke chalna sabko saat b,
aaj bhi yaad hai sari baatein apne ma baab ki,
zimmedari jo di uski hi ab tak meine laaj ki,

sare kiye wado ki wajah se zinda hu,
warna me to ander se muqummal mar chuka hu.
dhanyawad dhanyawad sabka kar chuka hu.
sara ghum apna panno per likh chuka hu.
Takliya

©Azim Noor BoL diya chal tune jo bol diya,
ab pass a maafi mang me hu yahi khada,
chal maag le mafi fir moka nhi milega 
maafi maagne ka,
maut ka bharosa nhi h kisi ka.
#Fire #nojohindi #khayaleazim #Rap #poem #Life_experience

Azim Noor

Azim Noor

Azim Noor

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile