Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best unn Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best unn Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutunnale ennalum en jeevan song images with quotes, yendi unna na love panren song video download, noor unnahar love quotes, yendi unna na love panren mp3 song, unnadi okate zindagi story in hindi,

  • 35 Followers
  • 43 Stories

Prince love

Unn Bin Kate na Raina no Copyright Song #unn #unn_bin_kate_na_raina For❤U

read more

Chahat Kanchan

#unn ansuo ka kya hisaab??

read more

Aj stories

Dilse#azaadiQuotesPoemStoriesShayari#OpenPoetry Satyaprem Mukesh Poonia

read more
#OpenPoetry #Azaadi 
Azaadi Kya Hai Unn Panchiynon se Pecho,
Azaadi Kya Hai Unn Janwaron se Pucho,
Azaadi kye Hai Unn Jungalon se Pucho,
Azaadi Kya Hai Unn kisano se Pucho,
Azaadi Kya Hai Unn Sarhadon se Pucho,
Phichale 70 salon se
junagl kye Jhadh Kathye Gaye,Rasthye Banthye Gaye,
Janawar Marthe Gaye, zoo Garden Banthye Gaye,
Pahadh ko Kathye Gaye, imarathyen Badti Gaye,
Kisan Hal chalatha Gaya, Dam Girthye Gaye,
Log Bichadthye Gaye, Sarhaden Banti Gaye, 
Dhann Rashi Badti Gai, Deah Ka Karaza Badtha Gaya, 
iss Desh Me 
Jithni Achai Hai,Uthni he Burai Hai,
Jithni imandar Hai, uthni he Be iman Hai,
Vande Matharam toh bolthye toh Hain,
Lekin Riligen ko Hemiyath Dye thye Hain, 
Azaad Desh Me Azaadi Ki Ladai Hai, Dilse#Azaadi#Quotes#Poem#Stories#Shayari#openpoetry Satyaprem Mukesh Poonia

Aj stories

DilseAzaadiQuotesstories Satyaprem Mukesh Poonia

read more
#OpenPoetry Zoo Garden Me
Rungeen Panchiyna Unn Ki Surili Awaz,
Alag Alag Prajati kye Animal's Brids,
inn sab ko Dek kye Bhuth Khushi Mili, 
Zoo Garden se Bahar Ki taraf Aye, 

Bhuth Zor Zor se Awaze Ayi
Kuch Log Azaadi kye Nare laga Rahethye,
Unn Sab ko Dek kye Afsos hua, 

Zoo Garden ko Palt kye Dek kye Hesass hua,
Har Panchi Har Janwar khaid Me Hai,
Panchi Parnide Janwar ki
Awazen Hum ko Zoo kye Andar Surili Lagti hai,
Kahin o Bhi Azaadi kye Nare toh Nahin Lagare 
Shayad unn kye Afsoos Ka Hesass Nahin Hum ko, 

jungal Me Animals ko Shikar Karthye Hain
Panchiyno ko Agar Azaad Kar Bhi Dye toh Kya hoga,
Mobaile kye Net work kye Rendition
 unn Sab ko Mar dye thye hain, 
Humrai Khushi kye liye Unn sab ko khaidi Banayae hain,

Azadhi Hum se ziyada Nature Hona hai
Azaadi Hum se ziyada Jungal ko Hona hai
Azaadi Hum se Ziyada Animal's ko Birds ko hona hai
Lekin
iss Me Bhi Humara he Faida Ho Raha Hai 
Hum Sab ko Achi Oxygen Dyega, 
Nature's Ki Azaadi 
Hamari Zarurath Nahin 
Humara Haq Hai, Dilse#Azaadi#Quotes#stories Satyaprem Mukesh Poonia

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile