Find the Best Rehta Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutdil me tere siwa koi aur nhi rehta shayri image 0, har kisi ke dil mein ek ladki ka khayal rehta hai lyrics, kyun mera dil tere pyar mein tanha rehta hai, tu rehta hai seene me, har pal ye dil yaad tujhe karta rehta hai lyrics,
Kartik Kumar Dey
Sara din teri khuabo me khoya rehta hu.. Pal pal tujhko mehsus krta rehta hu... Pta ni lg to raha hai log essi ko pyar kehte hai.. Pass ni ho fir bhi pass ho .. Ehsass sa lga rehta hai.. Teri taveero ko itna dekha hai.. Teri tasveero ko itna dekha hai.. Ankhe bnd kr khuabho me teri seerat bna du... Kumar ki itni fitrat kaha ... K tere ko tere se churra lu.. Ehsasso me ehsaas sa hai.. Bss teri khusbu hl pal pass sa hai.. Mannat hai tujhko apni bhaho me jkhar lu.. Tujhe ko har wo khushi du.. Bss teri ghmmo ko apna bna lu... Aur tere chehre pr wo hassi hamesha barkarar rehe ..
Mehak Mansoori
Tujhe khauf Se Dur Rakhta Hoon Tujhse maut se dur Rakhta hoon Rehta hoon dur apne ghar se Rehkar dusmano ko chur chur karta hoon Dur rehta hoon apne ghar se Par desh ka apna parivar kehta hoon Shene main goli khake Khud ko lahuluhan karta hoon Is Desh ki mitti se janm liya Is Desh ki mitti ke khatir Ismein milna chahta hoon Akhir aaya tha toh andhi bankar Par ab toofan banna chahta hoon # Hit like👍👍 for soldiers 👮👮
# Hit like👍👍 for soldiers 👮👮
read moreadnan writes
kabhi khafa hokar chale na jana... dooriya door janne ki soch se badti hai... warna dil k kareeb jo rehta hai wo door nhi rehta Dooriyan
Dooriyan
read morejiya(urmi)chauhan
bda muskil he ye wqt jo kate nhi ktta rehta he dil gumsum... ab pehle ki tarha khudse bate nhi krta... milte he musafir rahon me jo umr bhr sath nhi rehta... kyu krte he log itni mohabbt jo duri bardast nhi kr skta... hoti he subha or sam ishq me gum hone wale logon ka kbhi koi pta nhi lgta.... #duriyan
Awara अम्बर ,M
तेरा इंतज़ार koi ni ayega fir b INTYAR rehta hai main dil se aur Dil mujse bar bar kheta hai Tumne choda tha yaha a dost Amber ajj b vahi per rehta hai
Kumar Divyanshu
Lafzon ki talaash mein rehta hun, tujhe likh dene ki koshish rehti hai.. Mujhme ab main nahi rehta, bas tu hi tu rehti hai ! #NojotoQuote #love#shayari#poetry#twoliners
#Love#Shayari#Poetry#twoliners
read moreRavi Sharma
Unko bhoolna hai bus yahi yaad rehta hai yahi soch kar ,bada bura haal rehta hai.. Bhool kar hi bhool jaayein, kaash ye bhi ho jaaye vo bolte ho kuch bhi ,aur galti se mera naam aa jaaye.. #life mon2 raj Aman Singh Soulful Words Princesslappi rohit singh aman6.1
Bhool kar hi bhool jaayein, kaash ye bhi ho jaaye vo bolte ho kuch bhi ,aur galti se mera naam aa jaaye.. #Life mon2 raj Aman Singh Soulful Words Princesslappi rohit singh aman6.1
read moreAuthor Shivam kumar Mishra (Shivanjal)
kyu nhi. Hum tumhey bhula paate. Kyu tumhaari yaado mai khoya rehta hu. Khudko hi koshta rehta hu. Apni dilrooba ko dhoondta hu soobah saam. Pita hu likhne ka jaam. Karta hu sirf ek hi kaam wo hai likhna. #kavishala #nojotohindi #nojoto #life
#kavishala #nojotohindi nojoto #Life
read moreAbhishek Nandkeolyar
Wo Dur Rehta Hai Mujhse. Wo Dur Rehta Hai Mujhse... Phirr Bhi Dur Nhi... (2) Ek Baat Bta Aye Ghalib..(2) Kya Dhadkan, Hoti Hai Dil Se Dur Kahin? (2)
Sheikh salahuddin Ayub
Udaas log hain koyi apnana nahi chahta, Log to bas khush rehne tak hi saath rehte hain, Jab koyi na ho tab koyi nahi aata dosti ke liye, Jab sab kuch rehta hai tab chaha hua shaqs nahi rehta. Ayub #ayub #shayari #mohabbat #pyar #poetry #quotes #ishq #zindagi #wafa #tum #dosti #yaar #udaas #bewafa #dil #sanam #gazal #sirftum #urdushayari #hindi #junoon #nojoto #aankhen #nigahen Nehu❤ Renu writer Rogi Kumari Ritu