Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best migrantlabourcrisis Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best migrantlabourcrisis Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about

  • 4 Followers
  • 9 Stories
    PopularLatestVideo

S ANSHUL'यायावर'

जिंदगी है हाशिए पे,
जान की कीमत क्या होगी।
जीते जाना अब मजबूरी है,
जिंदगी भला क्या होगी।

पिंजरे में कैद परिंदें सी,
होगई जान है।
सब कुछ लूट गया,
अब पहचान भला क्या होगी।

चलते जारहा हूं चलने के लिए,
रुकने की इजाज़त नहीं।
गरीब है हम हुज़ूर,
गरीब किं गुरबत भला क्या होगी।
 #migrantlabourcrisis 
#migrantworker 
#गुरबत

#walkingalone

S ANSHUL'यायावर'

जिंदगी है हाशिए पे,
जान की कीमत क्या होगी।
जीते जाना अब मजबूरी है,
जिंदगी भला क्या होगी।

पिंजरे में कैद परिंदें सी,
होगई जान है।
सब कुछ लूट गया,
अब पहचान भला क्या होगी।

चलते जारहा हूं चलने के लिए,
रुकने की इजाज़त नहीं।
गरीब है हम हुज़ूर,
गरीब किं गुरबत भला क्या होगी। #migrantlabourcrisis 
#migrantworker 
#गुरबत

#walkingalone

janvi verma

mute video

Shakeelahmed Nalband

Kayi log to tere ghar k bahar bhooke mar rahe hain,
Aur ye dekhate hue ander se tum to mar gaye ho.

Gaanv pahoncne ki raah me nanhi aankh khuli hi reh gayi,
Tum Apni aankh band karlo tum to mar gaye ho.

Aaj dil toot gaya ek masoom ko mari maa k anchal me dekh,
Tumhe fark kahan padhta hai tum to mar gaye ho.

Mera farz hai jo likhun tumhe pata to chale,
Tumne ansuna kar ke jhad diya tum to mar gaye ho.

-ShakeelAhmed Urf Shah Mastan.... #maakaanchal #bejaanankh #migrantlabourcrisis #bhook #zindagi #saans #shakeelahmedurfshahmastan #sailanibaagh_shahmastan

Shakeelahmed Nalband

Aur safar me hi zindagi ki keemat maloom padhi,
Ghar me baithe the to wo hayaat nahi aayi.

Hazaron kharch kar diye apni ek louti zaat per,
Hakeem ke hathon me wo shafayaat nahi aayi.

-ShakeelAhmed Urf Shah Mastan.... #lockdown #shifaat #migrantlabourcrisis #bhook #anaaj #paidalsafar #zindagi #shakeelahmedurfshahmastan #sailanibaagh_shahmastan

Shakeelahmed Nalband

Ik tarf rangeen duniya hai,
Ik tarf aise gamgeen log.

Ik Ilm ka samandar hai aur,
Ik tarf anjan bedeen log.

Ik tarf barbad kayi hazar lukme,
Ik tarf bhooke miskeen(poor) log.

Tadapte bilakte masoom chehre,
Ik tarf bereham taskeen(comfort) log.

Aur kya chahiye isse behtar duniya tujhe.

-ShakeelAhmed Urf Shah Mastan.... #lockdown #migrantlabourcrisis #bhook #anaaj #paidalsafar #zindagi #shakeelahmedurfshahmastan #sailanibaagh_shahmastan

Shakeelahmed Nalband

Ye hawa me makani se bezaar hogaye honge,
Aao tumhe zameen per khule sar dikhata hun.

Mahino ka raashan to jama karke baith Gaye,
Aao tumhe kachare se uth ta har lukma dikhata hun.

Bada khoob doudte ho subah ki khilti roushani me,
Aao tumhe jalti hui dhoop me murjhate panv dikata hun.

Kya bacche kya boodhe kya aurat kya jawan,
Aao tumhe shaharon se jaati har ek jaan dikhata hun.

Bebasi kya hoti hai khudse poocho Mastan,
Aao tumhe sookhi aankhon ka registan dikhata hun.

About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile