Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Bikti Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Bikti Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about aksar insaniyat bikti deki shayri 0, bikti meaning, bikti, bik gayi hai gormint 880, ek din bik jaye,

  • 8 Followers
  • 8 Stories

Gajendra dewasi jeran

#Bikti he na khusi kahi #propose

read more

b_l_c_k_l_ov_er🖤

khushiya bikti hoti 
to main tera intejar nahi krraha hota
khushiya bikti hoti 
to har khushi kharid leta  dukh ane se pahale
lekin khushi hi asi hai
jo tumare bina poori nahi ho sakti #khusiyan

Priyanshu Saxena

ME SAYAR TO NHI PAR KHUSIYON KA PATA ACCHE SE JANTA HU::-
KHUSIYAAN BIKTI HE MAA KI GOD ME
KHUSIYAAN BIKTI HE BAAP KE PYAAR ME #khusiyan

Nurnehar Khatun

Khushiyan

read more
koun si wo bazar jis mein khushiyan bikti hai ?
koun hai woh aamir jo isse kharid te haii!
 paisa kimat nahi hai khusi kharid ne ka
aisi anmol cheez hai ye
sirf khushi paya jata khushi  ke badle mein
kahin nahi aisa bazar jahan khushiyan bikti hai
koi nahi aisa aamir jo khusiyan kharid pate hai ! Khushiyan

Maltimrinal Sharma

#Mms shayari2 #OpenPoetry

read more
#OpenPoetry Is duniya me pyar bikta hai,
nafrat bikti hai,
bikti hai har kahani,
"Charo" loko me faili hai fir bhi bhatak jaati hai javani.

kabhi bhi motiyo ki mala mat banna jis din tutoge ,,bikhar jaoge,

banna hai to patthar ki trah banna jis din tarashe gaye khuda ban jaoge 
                #mms #MMS shayari2

Aasth Mishra

ek garib ki jindgi

read more
sukr hai bajar me hasi nhi bikti. sukr hai bajar me hasi nhi bikti.wrna log garib se ye bhi chinn lete ... ek garib ki jindgi

Poonam

sachi baate

read more
Yha sach bikti h jhoot bikti h 
bikti h har kahaniya 
teen lok mein faili h 
phir bhi bottle mein bikti h paani 
kabhi phoolon ki tarah mat jeeyo 
jis din khiloge 
uss din tootkar bikhar jaoge 
 jeena h to pattharo ki tarah jeeyo 
jis din tarashe gaye 
khuda ban jaoge sachi baate

Swagata Ghosh

#Shayari

read more
Yaha sach bikti h, jhut bikti h, bikti h hr kahani.. Pr iss zalim duniya me jhut ka mang zyada aur sach ki bhaw km.. Phr v jhut na jane q krti h duniyadari..


About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile