Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Trh Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Trh Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutaakho me rkheange kajal ki trh shayri downlod mp3, trh full form in medical, trh full form, trh meaning, trh stimulation test,

  • 154 Followers
  • 887 Stories

muskan_dilse

***THE SLOW VERSION *** Kafi baar hamare sath esa hota hai ki hamara phone hang hone lagta hai aur hum irritate ho jate hai.. Pure din hum phone use krte hai chahe wo subh uthte hi message check krna ho ya raat ko battery khtm hone ka intezaar. Hamari duniya phone se shuru ho phone mein hi simat gyi hai, hamare aas-pass kya ho rha hai iski hamein khabar hi nhi rhti.. So listen, Jab life mein har chiz itni tezi se bhaag rhi ho fir chahe wo samay ya hamari achi-buri memories, Toh kuch chizein sl

read more
 ***THE SLOW VERSION ***

Kafi baar hamare sath esa hota hai ki hamara phone hang hone lagta hai aur hum irritate ho jate hai..
Pure din hum phone use krte hai chahe wo subh uthte hi message check krna ho ya raat ko battery khtm hone ka intezaar. Hamari duniya phone se shuru ho phone mein hi simat gyi hai, hamare aas-pass kya ho rha hai iski hamein khabar hi nhi rhti..
So listen,
Jab life mein har chiz itni tezi se bhaag rhi ho fir chahe wo samay ya hamari achi-buri memories, 
Toh kuch chizein sl

Avnish Kumar

आज का ज्ञान  Agr aap suraj ki trh chmakna cahte hai,
to aapko suraj ki trh jlna bhi pdega.. #unfaithfull #todaythought #nojoto.com #nojotohindi

Ajita Bansal

#poems#raaste

read more
jab raste alag trh kh ke ho 
to unhe jina bhi unhi 
ki trh jiye
kyuki kam to ap roj 
hi krte hai
pr sahab kbhi has bhi 
liya kre #poems#raaste

pagal shayar

yaade

read more
#DearZindagi murgha gyi uski Chahat 
Bs ek phool ki trh 
me Khamosh betha raha 
Bs ek fhizool ki trh yaade

Anjali Singh

#sabootnhimangungi(2)

read more
Dard tha seene me ki tu mujhse pahle mujhse jyada
 kisi or ka bhi tha..
bahut drd hota tha..
cheekhti thi dhadkane meri,
bas shor tujh tk na pahuch pata tha..
mai tere aksh me dhal rhi thi..
tu jaise jis trh se mujhe dekhna chahta tha,
us trh se bn rhi thi..
bahut si aarzoo thi meri
kayi bebaak khwahishen thi tujhe leke..
pr sb darkinaar krke teri trh jeene ki koshish ki..
jb jb teri zaurat thi tu kabhi pass nhi tha!
koi saath nhi tha..!
meri har hasi,khushi,khaab,dua,bechaini,aarzoo,fikra,tamanna sb tu bn gya tha..
meri duniya tujhi se shuru or tujhi pe khatm hone lgi thi..
suraj to bs naam ka tha ab mere liye!
Tu jo din ko raat kah de To mai palke band karlu
tujhse kabhi koi saboot nhi maanga..
naaz tha,ghurur tha mujhe hamare rishte pe..
Tu kahta tha tu mujhe samjhta hai
Maine fir bhi kabhi koi saboot nhi manga
teri har baat maani
har haqeeqat,teri har kahani
kabhi koi saboot nhi manga #sabootnhimangungi(2)

SN JAY SHRMA

phli moahabt jo kbhi nhi bhultii

read more
aankho me meri hontho ki trh muskuraane lge ho tum dhire se kisi anjaan raaho ki trh meri zindgii me aane lge ho tum😘 phli moahabt jo kbhi nhi bhultii

Sachin Kumar

read more
Ankho se ankhe milao to shi ...
Phle ki trh baho m Simt jao to shi..
Hum whi h jo teri har ada p marte the..
Tume phle ki trh pyr jataao to shi...
Whi to hu me bhgwan s phle tuje manta tha
Khud se jyda me tujko janta tha...
Zamana nhi Badal..
Hum whi h bs ap nhi ho whi...
jindgi ki Dor me ghum ho khi 
jhn chodha tha whi milege apko 
bato se man ko baho to shi 
anko se ankhe milao to shi
Tume phle ki trh pyr jataao to shi...

Sonam kuril

tanhai likh di

read more
Mujhe narajagi ni apno se, 
bs dukh iss bat ka hai ki vo smjhe hi ni mujhe,
Kurban kr di kuch kahaniyan hmne unke nam,
Ehsaash ni unko kis trh jindgi unke nam likh di,
kuch lamhein the, lamhon me v baatein thi,
kuch majbooriyan r kuch hasin mulakatein thi ,
kurban kiye sb khatir unke ,
pr phr bi vo kehte hai tumne kiya kya hai,
jindgi bhar ka gum liya hai,
dard -ae-dil khud ko diya hai,
zikr-ae-hijr abtk kiya nahi,
r v kehte hai tumne abtk jindgi ko jiya kahan hai,
ha dhup me mere baal safed na hue,
r  umr ka mujhe abi takaja ni ,
pr apno ke liye apna varchasav bhoola diya,
ye abi tk hmse behtar aapne jana kaha hai,
har ek din gujrta hai sadiyon ki trh,
ek pal bi aisa ni jab v jahen me mere aata ni,
majbooriyon ka nam dekar,
jane kitni dafa gustakhiyan hmne ki,
apno ke khatir hmne ye jindgi kurban kr di,
ban gye the jo iss dil ke khuda,
rishton ke nampr hmne unse judai likh di ,
hmne khud hi apne nam umr bhar ki khalish r tanhai likh di. tanhai likh di

Sonam kuril

jindgi

read more
Kisi ke pas aakr dur chle jane se jindgi rukti to ni,
 pr Kuch bikhar si jarur jati hai,
 pr v waqt aur halat dono hi hme jindgi ki Kuch sachaiyon ,
r Kuch naye anubhavon se ru-ba-ru jrur krati hai,
Jindgi hme sikhati hai,
Ki ye jruri ni ki hm kisi ke sth rhe ya Kisi ke bagair,
Ki ye jruri to ni ki jo hmne aksr chaha bi mile hi shi ,
Jindgi ek tarazoo ki trh hai ,
Sb Kuch brabr krte hue hi chlti hai ,
jindgi hasna sikhati hai, rona sikhati hai ,
drd deti h to sehna bi sikhati hai ,
ki jo kho gya , ya chhod gya ,
uske bina mrna ni jina sikhati hai ,
agr mar gye hote ishq me juda hone vale ,
to ye sari duniya hi kabristan hoti ,
aksr milte lakhon log jindgi mein,
koi apna keh jindgi bhar sth chl ske,
sbke nasib me kaha koi aisi kahani hoti hai ,
ki manjile yun hi nahi milti har kisi ko,
milo ka safar tay krna hota hai bulandiyon tk pahunchne ke liye ,
ki lakhon tufaan aate h raston pr jamne se hat ke kuch krne ki,
bhut kuch sun kr khamosh rhna pdta hai ki jab tk manjile milti ni,
ki jindgi yun hi gujar gyi kore kagaj ki trh to kya fayda,
kuch rangin spno se sja na to kya fayda,
berang jindgi se to achi kuch galtiyan hi kr lo,
yun kuch nya na krke ache banne me kya fayda,
ki raat aankhon me khawab sja kr so gye ,
ki takiye ke sirahne kuch kisse bun diye ,
pankho ko faila ke aasmanon me bi ud liye,
nind tooti to jana v to spna tha ,
kuch iss trh sikhati hai sonam jindgi hme jine ka salika ,
r log kehte h ki jindgi me rkha kya hai . jindgi

NEHA SINGH

read more
nayab h kuch riste jmane me paiymano ki trh , dur h tri mohbt mjhse or kaid hai mri chaht kbra me dbi hui mitti ki trh ,
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile