Nojoto: Largest Storytelling Platform

GAZHAL ................... Tum woh sarab ho jisko

GAZHAL
...................

Tum woh sarab ho jisko paa nahi sakta...
mausam kharab ho us me ja nahi sakta..

dekh kar hi ketne jhakm lage hain dil me...
chach kar bhi tumhe dekha nahi sakta.......

Door rahna hai ta umr tumhe dekh kar rah lenge...
magar  jannat me mujh se koi bacha nahi sakta...

tum husn ki moorat ho koi devi ho jaise .....
tum kiya ho kiya nahi ho bata nahi sakta....

kahani gazhal najm afsana kiya nahi ho tum...
alfaaz kaha se laoon tumhe suna nahi sakta..

suna hai aankhe uski samundar hai Rabbani...
magar afsos hai main us me naha nahi sakta ..

***** Rabbani Rabbani *****

Follow us on YouTube : 
Altahreer Online Mahboob Rabbani

******************************* #Wish  #sad #sarrow #ghum #Dard #poem #love #Gazhal #gazal #RabbaniRabbani