Nojoto: Largest Storytelling Platform

Humare darmiyaan se nikal kar jaane wo kidhar gaya

Humare darmiyaan se nikal kar jaane wo kidhar gaya hoga,
Shayad ke mujhko dekh kar kuch bikhar gaya hoga...

Kya gharaz hai ke tune mujhko chodh diya,
Ye ilzaam bhi to jaanan tere hi sar gaya hoga...

Uth jata hu raaton ko main kyunkar yun chaunke,
Khwab hi to hoga, so guzar gaya hoga...

Ye kya shor hai, ye kya hungama hai aaj yaan,
Shayad ke 'Shayar-e-Azam' mar gaya hoga... shayar-e-'Azam' #nojoto#nojotohindi#nojotourdu#darmiyaan#shayer#mar#azam

saifazam6363

Saif Azam

New Creator