Nojoto: Largest Storytelling Platform

buraiyo ko undekha karna sabse mushkil kam hai b

buraiyo ko undekha karna 

sabse mushkil kam hai burai undekhi karna 
jo samajh me aa na sake uusse undekha karna 

4 log 4 burai karte hai par ehsaas na hua 
ki kisme acchaiya hai 

jo dil me kashtiyon mai savar hai 
vo kis tarah ki aas hai jo yaad na rahti har vakt mai 

chal pda ashiyana is kadar 
hum bethe hai un mayisi ke jaal mai 

har vakt har lamha kuch gaata hai 
is kadar kis baat par zor hai 

har vakt ka ishara hai 
zipar hal dil ka naaz hai 
dusro ki burai karna

©Ajita Bansal burai ko undekha karna

#blindtrust
buraiyo ko undekha karna 

sabse mushkil kam hai burai undekhi karna 
jo samajh me aa na sake uusse undekha karna 

4 log 4 burai karte hai par ehsaas na hua 
ki kisme acchaiya hai 

jo dil me kashtiyon mai savar hai 
vo kis tarah ki aas hai jo yaad na rahti har vakt mai 

chal pda ashiyana is kadar 
hum bethe hai un mayisi ke jaal mai 

har vakt har lamha kuch gaata hai 
is kadar kis baat par zor hai 

har vakt ka ishara hai 
zipar hal dil ka naaz hai 
dusro ki burai karna

©Ajita Bansal burai ko undekha karna

#blindtrust
ajitabansal0667

Ajita Bansal

Bronze Star
New Creator
streak icon1