Nojoto: Largest Storytelling Platform

hasrat se dkhti hai najre utarti hai. door rehka

hasrat se dkhti hai najre utarti 
hai.

door rehkar piyar se pukarti 
hai.

piyar karti hai chhupkar niharti 
hai.

niharti nahi jaa bhi wo waarti 
hai.

ek khubi hi uski mere dil me jagah banaye.

tanhai me hi aksar mujhko marti hai.

©Parwana ansari
  #lalishq #parwana #parwanaansari #hapur #parwana✍️ #hapur