Nojoto: Largest Storytelling Platform

हुनर Auron ki tarah mei khudko dikhlaata nahi hun,

Khudke hi muh se khudka gungaan gaata nahi hun.
Mei kehta hun apni unn neimaton se jo khudane apni rehmat se bakhshi hai,
Kuch makaam hasil khudke liye karley;
Magar woh kehta hai mei tarifon ka mohtaz nahi hun.
Ab mei khudse hi khudke bare me kya kahoon,
Mei khwaishmand zamaane ki sabaashi ka nahi hun.
Jo khudse hi khul jaaye mei khazane ka woh aasan tizori nahi hun. #Talents