Nojoto: Largest Storytelling Platform
taybashaikh1071
  • 11Stories
  • 3Followers
  • 63Love
    0Views

tayba shaikh

writer...... speaker.....

  • Popular
  • Latest
  • Video
138b35dc8847acb72c2790370e28b1dd

tayba shaikh

kuch adhure cheje

©tayba shaikh

138b35dc8847acb72c2790370e28b1dd

tayba shaikh

ek choty se galty ......
logo ko bus aap ki galtiya hi nazr aaaty hai .....
phr aap ne kitni bhi qurbaniya ku na de ho .......
yad rah jaty hai to bus aap ki galty

©tayba shaikh galty...... yad rah jaty hai to bus galty ......

#standAlone

galty...... yad rah jaty hai to bus galty ...... #standAlone

138b35dc8847acb72c2790370e28b1dd

tayba shaikh

bus itna sa haq tu mujhe de de ....
jab mai thk jau to tere kandho pr sir rkh apni sari thakan bhool jau ...

©tayba shaikh mohabbat ho to bus ese ki ..jahan jism ka taluq ke alwa bhi ehsaas ka rishta ho

mohabbat ho to bus ese ki ..jahan jism ka taluq ke alwa bhi ehsaas ka rishta ho

138b35dc8847acb72c2790370e28b1dd

tayba shaikh

kehte hai log mujh se ....
mano to patthr mai bhgawan hai...
na mano to kuch bhi nahi ...
 mujhe lagta hai logo ka kaam hai kehna.......
yahan her koi wahi chejo per yaqin krta hai ......
woh kehte hai na jo dikhta hai woh bikta hai ....
bus yahi khyal hai logo ka .....
baat to sab kehne ki hai janab.....

©tayba shaikh mano...to sab kuch ...na mano to kuch bhi nhi ..




#Morning

mano...to sab kuch ...na mano to kuch bhi nhi .. #Morning

138b35dc8847acb72c2790370e28b1dd

tayba shaikh

nazm hun mai
geet koi khushnuma sa...phool hun mai rang koi khila sa....
drd hun mai ek ankhin baton ka...nagma hun mai ek falsafa sa....khushi hun mai ek anchah rihsta sa...jhoot hun maj ek na malum kis gunah ka ....kon hun mai ya her dafa kah raha ....jana nahi mai ne mai hu kon ajnabi sa....ha mai wahi insaan hun jis ko banaya khuda ne her tarah sa....kuch khas kuch alg sa....

©tayba shaikh #insaan...❣️

#alonesoul
138b35dc8847acb72c2790370e28b1dd

tayba shaikh

kabhi kabhi mahfilo mai bhi insaan itna akela mehsoos krta hai ki use khud nahi pata hota woh chata kya hai ? .....

©tayba shaikh tanha....

#Hopeless

tanha.... #Hopeless

138b35dc8847acb72c2790370e28b1dd

tayba shaikh

mohabbat ya woh khoofnaak sa alfaz hai agr zindagi mai aa jay to puri zindagi ko ult palt krke rakh deta hai......

©tayba shaikh mohabbat 

#sunkissed

mohabbat #sunkissed

138b35dc8847acb72c2790370e28b1dd

tayba shaikh

koi aag kya jalaegy mere dil ko ..
mai her roz teri mohabbat ke aag mai jal rahi hun.....

©tayba shaikh #aag

#Winter
138b35dc8847acb72c2790370e28b1dd

tayba shaikh

jismo ki numaish se bhtr hai khud ko pardo mai dhank lu.... yahan to her kisi ke ankh mai nasha hai ......
woh pardo ke peache bhi jismo ko dekh liya krta hai ....
yahan koi bhi mahfooz nahi ...
yahan her shakhs tabah hai .
.....

©tayba shaikh #parda

#WalkingInWoods
138b35dc8847acb72c2790370e28b1dd

tayba shaikh

mohabbat bus kitabo aur kahaniyo mai acche lagty hai ... 
haqiqat mai her chra dusre ke rukh se bahot mukhtalif hota hai

©tayba shaikh #lovetaj
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile