Waqt rehte kaun samjha hai....aur waqt guzar jaane ke baad ...samajhne aur samjhaane ke liye.... kaun he rehta hai. duniya ka asool hai...pyaar aur izzat bhi agar muft mein mil jaaye toh raas nahi hoti...isliye....kaamai hui har cheez azeez hoti hai....chahe woh guroor he kyo na ho....aur har woh azeez cheez jo sar char kar bole uska ant bhi nishchit hai...fir chahe woh mehnat ka fal he kyo na ho. Samjha paaye aise toh ham koi gyaani nahi....aur koi hame asaani se samajh jaaye aisa bhi koi jaani #words#कविता#MyPoetry#depth
Mohabbat 🤍
Saare jahan ko thi khabar..... ke hame us se beintehaa mohabbat hai.....bas... paas reh kar bhi woh magroor....samajh nahi paaya....🥴chamakte sitaaro ke beech rehne ka hai usko shauk...bhool gaya hai kambakht.... ke uski yeh roshni ka wajood kaali raato se he hai....💋
mohabbat hai yeh...koi mazaak nahi...aire gaire mein gum ho jaaye...itni giri hui iski ...aukaat nahi....
-rooh 🤍🌻