Main tumhain kaisy bhool skta hon
Tum meri ungliyoun ko azbar ho
#aftabaariz#شاعری۔
Aftab Aariz
Apni tanhai k takyiye se lipat jata hon
Aaj tak mujhko akeely nhi sona aaya
Warna main khush tha usy samny pa kr Aariz
Mujh pe wo hansny laga to mujhe rona aaya
#aftabaariz#شاعری۔