Nojoto: Largest Storytelling Platform

New dakhil kharij Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about dakhil kharij from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, dakhil kharij.

Stories related to dakhil kharij

    LatestPopularVideo

Jennifer Mistry Bansiwal

#kharij

read more

LOL

नहीं मिलता है आसमां कभी जमीं से
भूलना है तो फिर भुलाना सही से,
मुझे खारिज कर देना 
अपने दिल के बही से! #kharij #yqbaba #yqdidi #yqquotes #yqhindi #yqdiary #yq

Ali Rayeen

Jo cheez jannat me dakhil karegi..

read more
Heaven  Jo Cheez Sab se Jyaadah Jannat me Daakhil Karegi.
Woh Allahpaak ka Darr aur Achcha Ekhlaaq hai...

~Ali Rayeen~ Jo cheez jannat me dakhil karegi..

Mariyam Nisar Momin

#MariyamNisar #PrimeLove ..Nisab-Syllabus.. ..Kharij-Deduct/Remove.. ..Fehrist-Index..

read more
..Kharij karu bhi to kaese tujhe dil ki fehrist se..
..Tu nisaaab-e-zindagi ka sabse ahem sabaq hai.. #MariyamNisar
#PrimeLove
..Nisab-Syllabus..
..Kharij-Deduct/Remove..
..Fehrist-Index..

Saifi Sultan

aap ka har ek ummati jannat main dakhil hoga #nojotovideo

read more

Hassan Bhatti

#NojotoPhotos #nojotoinstagram #SAD #Love #mohbt #kisse #dakhil Aditya Suri Priyanka Gyandev Kumar Bijendra Kumar Chandan Kumar

read more

Huma Khan

#humakhan my sweet angel 🤩😅😛 Jise Ladaki Ho Fir Wo Use Zinda Dafan Na Kare, Na Usko Zalil Samze Aur Na Ladke Ko Us Par Ahmiyat De To ALLAH #Talk

read more
Kisi Shayar Ne Kya Khoob Kaha Hai
"Betiya Sabke Muqaddar Me Kaha Hoti Hai
Ghar Khuda Ko Jo Pasand Aaye Waha Hoti Hai #humakhan my sweet angel 🤩😅😛 Jise Ladaki Ho Fir Wo Use Zinda Dafan Na Kare,

Na Usko Zalil Samze Aur Na Ladke Ko Us Par Ahmiyat De To ALLAH

Arsh Ansari

बारंबार गुज़रना होता है अतीत की सुरंग से। Kismat badalte der nahi lagti aksar baba se suna tha, Haqiqat me is jumle ko amal me aate dekhta #yqbaba #Collab #yqdidi #yqbhaijan #YourQuoteAndMine #lockdown

read more
जब अपनी इस ज़िन्दगी की ओर देखता हूँ,
ख़ुद को गहरे घने अंधकार में पाता हूँ।
वहाँ से बनते देखता हूँ ऊँची इमारतें,
जहाँ बाबा को सर पर ईंट ढोते देखता हूँ।
वहीं कुछ दूर बड़ी लाल इमारत दिखती है,
जहाँ किताबे थामे कुछ बच्चों को देखता हूँ।
दिखने में तो वो सब मुझ जैसे ही लगते हैं,
मैं बस उनके साफ-सुथरे कपड़ो की ओर देखता हूँ।
सामने की ओर  लाला जी का एक छोटा ढाबा है,
जहाँ अक्सर माँ को मैं बर्तन धोते देखता हूँ।
सोचता हूँ क्या मैं भी यही करूँगा जो बाबा करते हैं,
क्योंकि स्कूल जाने का तो में सपना ही देखता हूँ। बारंबार गुज़रना होता है 
अतीत की सुरंग से।

Kismat badalte der nahi lagti aksar baba se suna tha,
Haqiqat me is jumle ko amal me aate dekhta

Shafri

Wo pehli mulaqaat mere ghar mein.... 🖤 . . . Mere kamre ki khidki par lage.. Us parde se chhankar Mere bistar tak ka safar karne ke baad , J #Poetry #Love #SAD #Yaad #poem #Shayari #kavita #nojotohindi

read more
Mere kamre ki khidki par lage..
Us parde se chhankar
Mere bistar tak ka safar karne ke baad ,
Jo dhoop mujhtak pahunchti hai na... 
Wo bilkul tum jaisi hai... 
Aksar bin bulaye dakhil ho jaati hai mere ghar me.. 
Thik tumhari yaadon ki tarah, 
Bas aayi kuch waqt thehri or fir dhal gayi ek shaam bankar.. 
Janti hun ye sab humesha aise hi chalta rahega... 
Aana, theharna or fir bina kuch kahe chale jana... 
Fir bhi main har roz intezaar karti hun... 
Us dhoop ke us parde se chhankar aane ka... 
Or tumhari yaadon ka mere har ghaav ko
 firse hara kar jane ka
Ye kamra, ye khidki or us khidki par laga parda apne aapme 
na jaane kitni hi kahaniyon ko liye khamosh hai
Kahani tumhari, meri or fir humari... 
Jo kabhi yahin se shuru hui thi or khatam aaj tak nahi hui, 
Bas thehar gayi hai humesha ke liye... 
Ab sabkuch shunya hai yahan... Sirf shunya.. 
Or main shant, sheetal or is duniya ki
 sabhi rivayaton se door.. 
Apne chehre se takrane wali us dhoop ke intezaar mein ... 

-shafri Wo pehli mulaqaat mere ghar mein.... 🖤
.
.
.
Mere kamre ki khidki par lage..
Us parde se chhankar
Mere bistar tak ka safar karne ke baad ,
J
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile