Find the Latest Status about khatun meaning from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, khatun meaning.
zara khatun
ae khuda hamne kabhi kisi ko rulaya tak nahi to har insa hame q rula ta hai agar hui hai koi khata ham se use maf farma or har ki gaye galti ko bhi maf karde koi nek bakhad to nahi hai na neki O ke raste me ham cal rahe hai jaannat de ya na de par agar jahanum bhi nasib ho to bhot hai q ki jannat ke aas nahi rakh te par jahanum ki aas zaroor rakh te hai q ki agar wo na mila to do jaha ke nahi rahenge bas ek dua to zaroor hai duniya ki har maa baap ko salamat rakhe ye dua hai duniya ki har maa baaap ko is duniya ho ya us duniya me hamesa jaannat nasi de ameen allah humma ameen Zara khatun
Zara khatun
read morezara khatun
apne ghar ke wo har ek insan yaad ata hai jab ham ghar ke bahar hote hai puri duniya apka sath chod sakti hai lekin ek maa hi hai jo har mod par har haalat me bhi ham logo ka hat thame rakhti hai ya allah hame bhi aisa tofik ata farma ke ham bhi apne cand se maa ko kabhi taklif nade ham unhe hamesa salamt rakhe kabhi unhe rone nade Zara khatun
Zara khatun
read morezara khatun
akele to itne padd gaye ke ab sab kuch andhera sa dikh ne laga hai ab koi fark nahi padta sath kon hai or sath kon de raha hai umeed hai ke allah kabi kisi ko tanah nahirhene deta hai q ki khuda ne to har kisi ko ek boht hi pyara ciz diya hai or wo hai namaz or dua Zara khatun
Zara khatun
read more