Find the Latest Status about nishana from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, nishana.
Komal Sharma
Behen Cute innocent thodi naughty hoti h woh Mumma ki pyaari papa ki dulari Jab gussa aa jaye toh kisi nhi sunte Par apni di ka secrets chupa ne bhot help Karte h Fight karti h dog and cat jaise Par apne di k bina ek din nhi reh sakte h Arshiya Nishanadar
Arshiya Nishanadar
read moreJolly Zain
Sb ko goli ki Trah lgti hain meri baatein Iska matlab hai K achha h nishana mera #nishana
Mmm malwinder
humesha nishana apne laksh par hona chaiye .. tabhi aap laksh ki sidhi par phunch paoge... ©Mmm malwinder nishana#
nishana# #Motivational
read moreAyaan dehlvi ( A D )
Aik hum hi kyu rahte han nishane per tere ایک ہم ہی کیوں رہتے ہیں نشانے پر تیرے Aur chehre nahi dikhte tumhe azmane ke liye اور چہرے نہیں دیکھتے تمہیں آزمانے کے لیے Ayaan dehlvi ( A D ) #Nishana 2
dp creation
Sab ko Goli ki Tarah Lagti hai Bate meri. is ka matlab hai achcha hai Nishana mera.😎 Nishana Mera.
Nishana Mera.
read moreKomal Sharma
Woh bachpan k yaade kaise bhulu..woh dher tak utna..woh jitna sone ki icha ho utna so Jana...woh choti se chocolate mil jane par pura khush ho jana..woh papa ka haat pakkad ke bazar jana..woh mumma yummy delicious khana bhana and usse apne haatko se khila na..woh jab koi baat nhi manta toh ghar ko utha lena..kissi baat nhi krna..aaj bhi sochti hu aankhe naam ti h..jo iccha h woh karo koi nhi rokne wala..woh phela kadam khudse chlna and sabko shock krna..kya din the woh..na koi pareshani no koi gaam..woh didi and bhaiya k kitab fhadna and bado k samne innocent bana ..wo masti k din they woh..aaj bhi bade log woh humari kahani suna te h..woh haasi aa jati h..aur soch meh chle jate h ky hum aise the.. #wohbhikyadinthe❤❤ #bachpankiyaadein #ekbaarphirse Pradeep Yadav Mudit Pareek Ayan Nishanadar Arshiya Nishanadar
wohbhikyadinthe❤❤ #bachpankiyaadein #ekbaarphirse Pradeep Yadav Mudit Pareek Ayan Nishanadar Arshiya Nishanadar
read morerayat nawanshahr wala
#rayatnawanshahrwala #thikana #nishana
#rayatnawanshahrwala #Thikana #Nishana #nojotophoto
read more