Find the Latest Status about akhir kyun from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, akhir kyun.
Asmita Rana
Ek sawal hamesha karti hun apne dil se.... Akhir kya chahta hai khuda tu mujhse.... Kyun itna dard milta hai mujhe iss zamane se ... kyun ishq bhi hua bhi toh diltodne wale se.... Nafrat si hone lagi hai ab mohobbat ke naam se.... Akhir kyun? kya chahta hai khuda tu mujhse... #Asmita ##Akhir kyun???
Diya rajput
chala gya wo chor kar, usne dillagi ki hamse. Aur hum mohabbat samajh baithe Akhir kyun #leftalone
Sonika Kumawat
Jab Sath rehne ki koshishein nhi Toh ab Jindagi bhr bhulane k koshishen kyun.......? @akhir kyun............😐
miss shone
kya logo ko marna asaan lagta hai! kyun? kya khabar ,hashar, hisaab kitaab; mazak lagta hai??? ©miss shone #Pain💔 #PeaceOrWar #akhir kyun? #nojohindi #worthless #tryingtowrite #TryingMyBest #InternationalTeaDay
£shita $ingh
"Kyun ?" Kyu hota hai mere saath hi aisa ..? Kyu dusro ko khush karne mei,main kahi gum hojati hu.. ? Kyu har ghadi koi nayi chunoti mere samne aa khadi hoti hai ..? Kyu jab kabhi main kuch acha chahti hu ,mere sath galat hojata hai..? Kyu jab maine har waqt sabka bhala chaha ,mujhe bura milta hai..? Kyu mere baato ko aksar nazar andaz karke ,unko ansuna krdiya jata hai..? Kyu mere sapno ke aage,mere apno ki majburiyan aajati hai ..? Kyu har kisi ki tarah main ,jo main chahu nhi kar sakti ..? Kyu mere kuch kar dikhane ki chah mei,mera hosla bikhar jata hai ..? Kyu har dafa zarurat padhne par ,mujhe khudko khudse behlana padhta hai..? Kyu mere aankon mein jo sapne hai ,unko koi dekh nhi pata hai ..? Kyu mujhe har waqt ,kisi or ki kaha jata hai ..? Kyu mere jazbaat,mere alfazo se juda hai ..? Kyu mujhe hi har waqt ,sacrifice uthana padhta hai..? Kyu mujhe ghar mei ,sabke hone ki bad bhi akela sa lagta hai..? Kyu mere aspas log mujhse ghar basane ki baat karte hai ..? Kyu meri khwahishien ,mere sapne mujhse hi khafa hai ..? Kyu mera hi rab mujhse puchta hai ,tera ghar kaha hai ..? Kyu oro ki hi trah mujhe bahar jaane se roka hai..? Kyu maine rote huye ,khudko hi chup karaya hai..? Kyu mere dil ko koi samjh na paya hai ..? . . Kyu ? Akhir kyu ..kya ladki hona koi gunah hai ? Samaj mein jagah bnane ki liye aj ladkiyon ki liye kai awaze uthrhi hai .. Par jin mushkilo or ladaiyio se woh khud ladh rahi hai..unka kya...! . . Sach to yeh hai ki sirf unhi gharke bache aage badh pate hai ..jinke saath ma baap ka saath ho..🙂 . . Tumne janam marne ki liye nhi liya hai .. Kuch kar dikhane ki liye liya hai.. Baki marzi tumhari hai .. Oro ki trah aam zindagi bitaao Shaadi karo ,bache kro ,pati ko khush rakho ,sabko khush rakho ,buddhe ho jao ,bcho ki shaadi karo ,or phir mar jao🙂 . . Upar puchenge tumne zindagi main kya kiya boldena .. Shaadi karne ki liye janam liya tha ..bangyi zindagi 🙂 sabko khush rakhne mein.. Or puchenge khudke liye kya kiya boldena... Oro ki khushi ki liye bass apni khushiyan tabah kardii.... . . . akhir kyun🙂💔 . . . . . . .
Ñimra writes
Harekrishna