Find the Latest Status about samay se aate hain from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, samay se aate hain.
Shinawar
Ujle aangan mein chidiyan chahekti rahin' phool se panjoan ke naqsh bante rahe' ● Shinawar yeh baadal kahaan se aate hain
yeh baadal kahaan se aate hain
read moreShinawar
● Sabhii chimat gaye takhtoan se jab uthaa toofan' hawa chali to samandar ke geet gaane lage•• Shinawar ● yeh baadal kahaan se aate hain••
● yeh baadal kahaan se aate hain••
read moreShinawar
kaawa kaat ke udtii hain qaazein' gan gan gan gan paroan kii gunjan hoti hai•• ● Shinawar ● yeh baadal kahaan se aate hain...
● yeh baadal kahaan se aate hain...
read moreShinawar
● Hamari Matr Bhoomi ka Aakash..!! _ jahaan hamari sanskriti sabhiyata aur hamari tahzeeb ke ujle aangan mein jeevan ka rang kabhii pheeka nahin pada•• ● Shinawar ● Yeh baadal kahaan se aate hain..!!
● Yeh baadal kahaan se aate hain..!!
read moreShinawar
● Sabhii chimat gaye takhtoan se jab uthaa toofan' hawa chali to samandar ke geet gaane lage•• Shinawar ● yeh baadal kahaan se aate hain••
● yeh baadal kahaan se aate hain••
read moreNI Sahil
मुस्कुराते पलको पे सनम चले आते हैं, 🙌 आप क्या जानो कहाँ से हमारे गम आते हैं, 🙈 आज भी उस मोड़ पर खड़े हैं, 🙌जहाँ, 🌈 किसी ने कहा था कि ठहरो हम अभी आते है। 🤐💐 ©NI Sahil Na Jaane Gam kahan se Aate Hain
Na Jaane Gam kahan se Aate Hain #ज़िन्दगी
read moreShinawar
Chandrama ka aakash chandni se zaroor nahaya hoga..Raatri ka ghoonghat uthte hi kshitij par laalima ne sadiyon se holi kheli hogi ya phir aawara hawa ke jhonkoan ne phooloan ka badan chooma hoga..To phir hawa jab phool ka badan choomti hai to khushboo janm leti hai..Khusboo jab insaan ke paikar mein dhalti hai to husn paida hota husn bikhre to chandni kahlaaye simte to Malika e Hindustan ke khitaab se nawaza jaaye..woh muskuraayi to jaise kaliyon ne khilna seekha..khumaar mein doobi aankhein kisi gehri nadi ki tarah.Chale to chandni chhitke ..rukey to samaye thahr jaaye.. yeh samaye ki samarpit raahni hai...!! ( It's a part of my documentary...Memories of Another day..!! ) Written Anchored & Narrated by.. Shinawar. Madhu Bala yeh baadal kahaan se aate hain..!
Madhu Bala yeh baadal kahaan se aate hain..!
read more