Find the Latest Status about maa ki kahani from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos.
Paritosh Anand
‘MAA’ ki Kahani Jisne tumhe nav mahine apni kookh me rakha Teen saal apne Hatho me kehlaya Umar barh tumhara khayal rakha Aur zindagi bhar aapne dil me rakha Uss Maa ko tumne Virdh ashram chodha Fir bhi uss Maa ne tumko kuch naa kaha Bas Jaate-Jaate keh gayi-- “Beta Apna Khayal Rakhna” maa ki kahani !
maa ki kahani !
read moreprithviraj yogi
Hi friends aaj mai aapko meri ma per ek kahani sunana chahunga ki ungali pakad ke jiski sikha tha chalna mane aanchal me jiske tha pyar hamesha kyu udas hai wo aaj mujhse kyu udas hai wo aaj mujhse jiski duaye sath rahati hai hamesha bus taras raha hun uske pyar ke liye bus taras raha hun uske pyar ke liye bimar hai wo aajkal pata nahi kya galti hui hogi mujhse ab toh yahi dua hai tujhse maf kar aye khuda use maf kar aye khuda use ©prithviraj yogi maa ki kahani meri zubani #MeriEid