Nojoto: Largest Storytelling Platform

New yudha Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about yudha from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, yudha.

Stories related to yudha

    LatestPopularVideo

Power Singh

#veer Yudha #कविता

read more
देश की सीमा पर तैनात, Naa Thor h Naa Thikana, Naa Ghar h Naa Basana.                                  Kabhi BanJar Zameen h to Kabhi Barfaana, Kabhi hansee Wadiya h to Kabhi Sitaro bhara Aashiyana.         Dar-Badar Ghumta hun Mai Desh ke Liye, Garv Se Banduk taane khada hun Mai Apke ke liye.                             Kyunki Mai Koi aur Nahi Mai Veer Yudha Hun.                                         Mai Jeeta hun Desh Ke Liye.               Mai Marta hun Desh Ke Liye. #Veer Yudha

Power Singh

#veer Yudha.. #कविता

read more
Yeh Mera Hindustaan H Aur Iski Jaan h Tiranga.                                                Isko naa Mai Jukne Dunga,Naa Mai Girne Dunga .                                  Ladta Rahunga Iski Aan,Ban aur Shaan Ke Liye.                                              Ladta Rahunga Mai Apki HeefaJat Ke Liye .                                              Kyunki Mai Koi aur Nahi Mai Veer Yudha Hun.                                        Mai Jeeta Hun Desh Ke Liye .                 Mai Marta Hun Desh Ke Liye. #Veer Yudha..

Power Singh

#OpenPoetry Veer Yudha #कविता

read more
#OpenPoetry Mujhe bhi Yaad Aati h Meri Maa Ki,Jiski Goad me pala hun Mai.        Mujhe bhi Yaad Aati h Mere Pita ki,Jinke Saye tale raha hun Mai.      Mujhe bhi yaad Aati h Mere Ghar ki Jaha Khel-Kudkar Pala hun Mai.         Ab to Jaha Jata hun Wahi Mera Ghar h ,Aasmaan Mera Pita aur Dharti Meri Maa h.                                              Kyunki Mai Koi aur nahi Mai Veer Yudha Hun.                                         Mai Jeeta Hun Desh ke Liye.              Mai Marta Hun Desh Ke Liye. #OpenPoetry Veer Yudha

Power Singh

#azaadi Veer Yudha #कविता

read more

Power Singh

#veer Yudha 2 #कविता

read more
देश की सीमा पर तैनात, Mujhe Bhi Yaad Aati h Meri Maa ki Jiski Ghod me pala hun Mai .  Mujhe bhi Yaad Aati Mere Pita ki Jinke Saye tale raha hun Mai.                                     Mujhe Bhi yaad Aati h Mere Ghar ki Jaha Khel-kudkar Pala hun Mai.  Ab To Jaha Jaata hun Wahi Mera Ghar h , Aasman Mera Pita aur Dharti Meri Maa H.                                          Kyunki Mai Koi Aur Nahi Veer Yudha hun.                                                      Mai Jeeta hun Desh Ke Liye .              Mai Marta hun Desh ke Liye. #Veer Yudha 2

maahi's diary

maa se badha yudha koi nhi... #Life

read more

C G TV

बाल वीर और एक चुड़ेल का huva yudha #Poetry

read more

Humayoun Naqsh

Dunya m sbse badi yudha maa hoti h maa. #nojotophoto

read more
 Dunya m sbse badi yudha maa hoti h maa.
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile