Find the Latest Status about khoon ka karz from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, khoon ka karz.
Pooja Chakravarti
Na jane kiski wafa ka karz liye hue hu, Jawani ghis rahi hai Kishte chukate-chukate ©Pooja Chakravarti #karz #Wafa #Ka
thakur abhay singh
jindagi ka karz hum chuka na sake ...akele hm u rishta nibha na sake...tha bachpan se he karz maaa ka or budhape m parivaar ka....is karz ko chukane m hum jingadi ka matlb samajh na sake....tha har mod p har rishto ka karz hm u un karz ko chuka na sake....samajh pata mujhe bhi ki khule asman m mujhe bhi udna h par is karz ka bhar leke hum udaaan kabhi bhar na sake...jindagi ka karz h hum chuka nabsake👺 GABBAR 👺 #shayri#karz jindagi ka
SRISTY SRIVASTAVA
ek beti ka karz ................................ ek beti hatai huai bhi ek batai ka kirdar nibhana h.. mujhai apnai papa ka karz chukana h.. jindagii ka har rah pr mujhai apka saath nibhana h.. bina dunaiya ka parwah keyai mujhai apna farz nibhana h.. jis tarah bina vhed bhao k.. apnai mujhai iss layak banaya h.. usi tarah mujhai bhi apni emandari se apni iss jimadarii ko nibhana h.. apkai mehnat ka har ek pasanai ko mujhai apnao mehnat kai pasanai se bdalna h.. apkai iss abhar ka talai mujhai jindagii bitana h.. prayaii ho kar bhi mujhai apkai iss aishan ko chukana h.. mujhai umar bhar tak apna kartav nibhana h.. ek beti hotai huai bhi ek batai ka kirdar nibhana h. mujhai apnai papa k karz chukana h. ek beti ka karz....
ek beti ka karz....
read more