New mahi tere bin dil nahi lagta Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about mahi tere bin dil nahi lagta from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, mahi tere bin dil nahi lagta.

Stories related to mahi tere bin dil nahi lagta

brar saab

#Thinking ji nahi #Lagta tere bin

read more
White je nahi lagta tere bin

©brar saab #Thinking ji nahi #lagta tere bin

Sameer naqvi

tere bin

read more
White jinke honton pa hasai pero me chale honge .
ha wohi log tere chahane wale chale honge honge

©Sameer naqvi tere bin

Raj Kumar

White  ensan ko kise ajnbi pe jada 
bhrosa nhi kr na
chahiye koyki kuch log 
bhrose ka galt fayeda 
utha te he

©Raj Kumar #Lagta #improvement #Impossible #motivtion

unique writer

Yeh Dil Nahi Chaahata Hai

read more

Ashok GOSWAMI

White अब के हम बिछड़े तो शायद कभी ख़्वाबों में मिलें
जिस तरह सूखे हुए फूल किताबों में मिलें

©Ashok GOSWAMI #good_night #Lagta

Naveen Dutt

"Ghar sirf ek jagah nahi, maa ke hone ka ehsaas hai. Tere bina sab adhoora lagta hai." #maakapyar #EmotionalPoetry #motherlove #dilse Ghar

read more
White Ghar ghar nahi lagta, Maa tere bina
Diwaron mein ab wo baat kahan,
Teri muskaan ke bina yeh saans kahan.
Tere haathon ka bana woh ek nivaala,
Ab swad mein kahan woh pyar chhupa.
Tere dupatte ki mehak hawaon mein thi,
Ab toh bas khamoshi saath chalti hai.
Tere laalten ki roshni thi jo ghar mein,
Ab diya jalta hai, par andhera lagta hai.
Teri lori ke suron mein ek jadoo tha,
Raat ki chaadar mein sukoon tha.
Ab toh neend bhi ankho se rooth gayi hai,
Teri baahon ke bina, raat adhoori si hai.
Jahan tu hoti thi, wahan mandir lagta tha,
Tere bina toh ghar bhi ek jungle lagta hai.
Tere kadmon ki aahat jo sukoon deti thi,
Ab toh sirf khamoshi dil ko cheer deti hai.
Maa, ghar toh bas ek jagah hai rehne ki,
Teri mamta ke bina ek khokhla sa shehar hai.
Tu laut aa, toh phir se ghar ghar ban jaaye,
Phir se zindagi mein ek suraj ug aaye.
Ghar ghar nahi lagta, Maa tere bina,
Tere pyar ke bina yeh duniya suna suna.

©Naveen Dutt "Ghar sirf ek jagah nahi, maa ke hone ka ehsaas hai. Tere bina sab adhoora lagta hai."

#MaaKaPyar #EmotionalPoetry #MotherLove #DilSe #Ghar

Manisha Singh Raghuvanshi

#Bin post sab soon

read more

Humaira Khan

#sad_quotes bin bole

read more
White uski aakho me , me doob jau
becheni ho agar use na chahu Dil
me kya h ye bhi na batau bin
bole hi sab bol jau 🙇

©Humaira Khan #sad_quotes bin bole

Kumar Vimal

Movie dekhu ya na dekhu

Tere Bin.........................MOST ROMANTIC #Bollywood whindi videos song

read more
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile