Find the Latest Status about mera bigda waqt sawar do from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, mera bigda waqt sawar do.
Noshad Mansuri Apd
intzar bhi he umeed bhi he wafa bhi he nhi he to bas tumse milne ka ''naseeb'' mera bigda naseeb
mera bigda naseeb
read moreDevayan Sarkar
Agr ashk bahte hai to inhe bah jaane do.. Kuch yaadon ko ankhon se utar jaane do.. Sang unke badi khunaseeb thi Zindagi.. Bin unke bi zindagi sawar jaane do.. Kuch nazam Jo aj bi yaad aati hai tanhai ke sohbat Mai... Bhari mahfil main khud ko usse kah jaane do.. Bin unke bi zindagi sawar jaane do... #Sawar#Jane#do
Priyanka Mandoli
Apko koi insaan kab bigda lagne lagta hai? Aap jab kisi insaan s milte ho , batein karte ho to pahli bar m hi aap us insaan ki ek image apne mind m set kar lete ho , par time k sath sath or situations k according agar wo insaan apne tarike s behave karta h kabhi kabhi aisa behave jo ki aapne kabhi socha hi na ho ,apne mind m banaye us fake image s jo expect na kiya ho to bas tabhi s wo aapko bigda lagne lagta hai. tab aap ye nahi dekhte ki kis wajh s usne esa react kiya bss aap ye sochte ho ki isne meri soch k against kaise behave kiya. #bigda
Satyam Tripathi (the humble poet)
#Pehlealfaaz Mera koi kya bigadega .... mera sab kuch bigda hua hai allready ..... # bigda #
# bigda #
read morePrakash Solanki
do ksti mai Jo sawar hota hai vo kab nadi sai paar hota hai kabhi edhar ki ,kabhi udhar ki khicha taani koi aasha kaha bachati hai nhi chalti koi manmani tan man yaro usko dena jo mnn ka sachcha dil ka bachcha ho noka bhale choti ho aash ,bharosh liye sang sawar ho ©Prakash Solanki #Do noka mai mat sawar hona
Stranger
kuch aisa chal rha h, waqat mera ... na guzar rha h , na sawar rha h ... waqt mera
waqt mera
read more