Nojoto: Largest Storytelling Platform

New kagaz ki bachat kaise kare Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about kagaz ki bachat kaise kare from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, kagaz ki bachat kaise kare.

Stories related to kagaz ki bachat kaise kare

    LatestPopularVideo

Thought By Khan

Travih Ki Niyat Kaise Kare.... #Knowledge

read more

Md Jamal Anwar

apne emam ki adab kaise kare #विचार

read more

Bhupendra Pratap Maurya

business kaise kare ki safal ho jaye

read more

Dr Rekha Kumari

Basanti Shasmal

#short video viral kaise kare #Jeevan ki prayas #Knowledge

read more

Mahesh

kagaz ki kasti #Motivational

read more
kagaz ki kasti wo barish k paani

©Mahesh kagaz ki kasti

AFZAL KHAN

#kagaz ki #ahmiyat

read more
 कागज़ kagaz hi ek jagah hai jaha log hale dil ko baya karte hai agar kagaz hi jal jae to dil bhi jala huwa lagta hai  #kagaz #ki #ahmiyat

ھاسی

zamin kagaz ki

read more

BISHARAT Ali

kagaz ki kashtiyonnn....

read more

Rahimuddin Eraki

Tauba Kaise Kare #Motivational

read more
White SHIRK

SAWAAL: Kisi se Shirk ya Kufr ho jaaye toh kya kare ?

JAWAAB: Tauba aur tajdeede

Imaan kare biwi waala ho toh tajdeede nikha kare aur mureed ho toh tajdeede baiyyat bhi kare.

SAWAAL: Shirk aur Kufr ke

alaawa koyi dusra gunah ho jaaye toh maafi ki kya surath hai ?

JAWAAB: Tauba kare Khudaaye

Ta'ala ki baargah me roye gid gidaaye apni galti par naadim wa pasheema ho aur dil me pakka ahad kare ke aub kabhi aisi galti na karunga, sirf zuban se tauba tauba keh lena tauba nahi hai.

SAWAAL: Kya har qism ka gunah tauba se maaf ho sakta hai ?

JAWAAB: Jo gunah kisi bande

ki haqtalafi se ho maslan kisi ka maal gazab kar liya, kisi par tohmath lagaayi ya zulm kiya toh inn gunahon ki maafi ke liye zaruri hai ke pehle uss bande ka haq waapis kiya jaaye ya usse maafi maangi jaaye, fir Khudaaye Ta'ala se tauba kare toh maaf ho sakta hai. Aur jis gunah ka ta'alluq kisi bande ki haqta'lafi se nahi hai balki sirf Khudaaye Ta'ala se hai, uski doo qisme hai ek woh jo sirf tauba se maaf ho sakta hai jaise sharaab noshi ka gunah aur dusre woh jo sirf tauba se maaf nahi ho sakte hai jaise namaazon ke na padhne se gunah iske liye zaruri hai ki waqt par namaazon ke adaa na karne ka jo gunah huwa usse tauba kare aur namaazon ki kya qaza padhe agar aaqiri umr me kuch qaza reh jaaye toh unke fidiyah ki wasiyat kar
jaaye.

©Rahimuddin Eraki Tauba Kaise Kare
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile