Nojoto: Largest Storytelling Platform

New jaaye jaaye Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about jaaye jaaye from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, jaaye jaaye.

Stories related to jaaye jaaye

Naveen Dutt

"Kal ke jhamele mein aaj na kho jaaye, kahin jeene ka haq adhura na reh jaaye." #lifepoetry Shayari #Zindagi #liveinthemoment PoetryLove

read more
White Sirf kal hi kal bacha hai yahan,
aaj toh jaise khoya hai kahin.
Sapne bhi bas kal pe tikey,
jo aane se pehle khoye wahin.
Har kal naya ek waada kare,
par haathon se phir fisal jaaye.
Main phir bhi usko dhoondhta rahun,
jo kabhi saamne nazar na aaye.
Aaj ko jeena seekh loon shayad,
warna kal bhi aaj jaisa hoga.
Sirf kal hi kal reh jaayega,
aur jeene ka haq adhura hoga.

©Naveen Dutt "Kal ke jhamele mein aaj na kho jaaye, kahin jeene ka haq adhura na reh jaaye."


#LifePoetry #Shayari #Zindagi #LiveInTheMoment #PoetryLove

Ruineddevil

#love_shayari Kabhi aa kar yoon ched mujhe, Jaise sitaaron me raag lag jaaye, Kahin door dariya me ghar hai mera, Magar saare mohalle me aag

read more
White Kabhi aa kar yoon ched mujhe,
Jaise sitaaron me raag lag jaaye,
Kahin door dariya me ghar hai mera,
Magar saare mohalle me aag lag jaaye!

©Ruineddevil #love_shayari Kabhi aa kar yoon ched mujhe,
Jaise sitaaron me raag lag jaaye,
Kahin door dariya me ghar hai mera,
Magar saare mohalle me aag

Sai Angel Shaayari

#Book Pehle Tumhein Dhokha Milegaa , Phir Majbooriyaan Sunaayi Jaayeingi. life quotes sad life quotes in hindi

read more
Unsplash Pehle Tumhein Dhokha Milegaa , Phir Majbooriyaan Sunaayi Jaayeingi.

©Sai Angel Shaayari #Book Pehle Tumhein Dhokha Milegaa , Phir Majbooriyaan Sunaayi Jaayeingi. life quotes sad life quotes in hindi

Naveen Dutt

Bebasi Part. 1 "Har kadam pe rukti hai zindagi, phir bhi umeed ka diya bujhne nahi deta. Bebasi ke manzar bhi ek din roshan ho jaayenge."

read more
Bebasi ke manzar mein, khud ko dhoondhta hoon,
Har simt dard ke saaye, unse joojhta hoon.
Khwab aankhon mein hain, par neend roothi hai,
Khushi paas hai magar, muskaan chhuti hai.
Zindagi ke sawalon ka jawab nahin milta,
Dil ki gehraiyon mein sukoon nahin khilta.
Chaandni bhi lagti hai jaise koi saazish,
Tanhai mein ghira hai dil, bane har baat warish.
Safar mein akele, raste thake-thake,
Har kadam pe rukte, dard ke silsile.
Kise pukaroon, kaun sunega ye sada,
Bebasi ke manzar par koi rukega bhala?
Bas ek umeed ka diya jalaaye rakhta hoon,
Is andhere mein roshni ke kadam ginta hoon.
Shayad ek din ye baadal chhat jaayein,
Aur bebasi ke manzar bhi hans ke behal jaayein.

©Naveen Dutt Bebasi Part. 1

"Har kadam pe rukti hai zindagi, phir bhi umeed ka diya bujhne nahi deta. Bebasi ke manzar bhi ek din roshan ho jaayenge."

Ruineddevil

#good_night You in pain watching the world and thinking - Kaash yeh duniya kal khatam ho jaaye, Saare maslon ka hal ho jaaye! ruineddevi

read more
White You in pain watching the world and thinking -


Kaash yeh duniya kal khatam ho jaaye,
Saare maslon ka hal ho jaaye!

©Ruineddevil #good_night You in pain watching the world and thinking -

Kaash yeh duniya kal khatam ho jaaye,
Saare maslon ka hal ho jaaye!   #ruineddevi

Ruineddevil

#good_night Hai ki nahi? Har ik dil me jaroor ek ansuna dard hai, Jo raakh me sameta jaayega! #ruineddevil

read more
White Har ik dil me jaroor ek ansuna dard hai,
Jo raakh me sameta jaayega!

©Ruineddevil #good_night Hai ki nahi? 
Har ik dil me jaroor ek ansuna dard hai,
Jo raakh me sameta jaayega! #ruineddevil

Ruineddevil

#sad_dp Kabhi halaat behtar huye, Toh halat sudhar jaayegi, Aur inhi alfaazon me, Yeh zindagi guzar jaayegi! #ruineddevil

read more
White Kabhi halaat behtar huye,
Toh halat sudhar jaayegi,
Aur inhi alfaazon me,
Yeh zindagi guzar jaayegi!

©Ruineddevil #sad_dp Kabhi halaat behtar huye,
Toh halat sudhar jaayegi,
Aur inhi alfaazon me,
Yeh zindagi guzar jaayegi! #ruineddevil

Mr Maksudul 07

"Calendar badal jaayega, par kuch rishte waise hi adhure reh jayenge." #Newyear2024-25 #treanding #New_Financial_Year_2025 #newpoetry v

read more

MP Ritesh

👉🤗Bharosa Ek Aisi chij hai Jo Ek Bar Tut Jaaye FIR judne Mein pura Jivan lag jata hai wvideos maker wvideos gana

read more

Sam

#Koi hamara ho jaaye

read more
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile