Find the Latest Status about awaara hoon lyrics from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, awaara hoon lyrics.
Shahid Chaudhary
Awara Hu Ya gardish me hu asmaan ka taara hu awaara hu ©Shahid #Awaara
Itz SuperStar
Tunnel Tha ek mujhe apna kehne wala Aaj gum ho gaya ye kehte hue ki mujhe apna mil gaya... Awaara..
Pooja (PM)
Na Manjil Hui Hamari, Na Mila Humein Koi Saraha, Zindagi Ne Diye Dhoke Humein Or Bana Diya Ek "Musafir Awaara..!!" _PM(Pooja) Awaara
Shubhro K
हम ठहरे ख़ानाबदोश, कब चाहते हैं के ठिकाना ही मिल जाये? बस उदासी को ज़रा धूप, तन्हाइयों को थोड़ी चांदनी मिल जाये! ©Shubhro K #Awaara
Kanav Kumar
Jise har shay ne apnaane se tauba kar diya ho, Gar wo insaan 'Awaara' na ho toh aur kya ho ? - knv 'Awaara'
Himanshu
Roz aankhe chura kar dekhta thaa to unhe pyaar lagta thaa aaj uthaa kr bulana kyaa chaha vo to awaara hi keh gye Awaara
Kanav Kumar
Is zamaane ki kb raftaar samajh paaya main Do kadam chal saka aur fir ladkhadaya main Main hi mujrim hun khudd apne in halaaton ka Khwaab dekha tha jo poora nhi kar paaya main Mera naseeb mere haathon ki tarah khaali hai Chaaha jo bhi use haasil nahi kr paaya main Aur jo ab bhi tumhe khone ka khauf hai mujhko Toh saari zindagi kuch bhi kmaa na paaya main Na jaane haar gya ishq mein kis kis se main Aur jo akela bhi lda fir bhi na jeet paaya main Mera mashook bhi rehta hai mujhse sharminda Main uska ishq tha fir bhi gya chupaaya main Rha firta yun apni dhun mein jaise 'awaara', Taur tareeke ki duniya ko na raas aaya main - kanav Awaara