Nojoto: Largest Storytelling Platform

New jaana premalokada parijathave Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about jaana premalokada parijathave from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, jaana premalokada parijathave.

    LatestPopularVideo

Ramesh m

premalokada parijathave my voice 🙂 #Music

read more

Vaibhav Kanwar

jaana naa jaana..!! #Music

read more

Deeksha Naaz

nahin jaana nahin jaana #शायरी

read more
kasam tumko muhabbat ki kahin phir tod na jaana
bahut mushkil se aaya hai mere dil ko samhal paana nahin jaana nahin jaana

Puspa

#Jaana #Life

read more

Jyoti Gupta

#Jaana #Poetry

read more
Jo kahunga dil se kahunga ise sirf batein mat samajhna
Main tere bin din mein bhi andhera hu muje bas ratein mat smjna
Na jane pehle jaisa ehsas tujme mere liye barkrar hai ki nahi
Par mera ehsas he tu hai mere ehsas ko tu kahi hawas na smjna
Main janta hu tuje mere elava duniya bhi dekhni padti hai
Aur muje tere elava kuch nhi dikhta 
Befikar hoja sari fikro se ise udr ke zikro se
Na jane tuje meri yeh batein samaj ayi bhi ki nhi 
Par yeh samaj le agr humari mohabat roohani hai toh
Mohabat ne mahadev ko bhi rulaya hai
Mohabat mein bahut sangarsh hota hai duniya ko unhone smjaya hai
Baki tu samajdar hai 
Ab tk toh tu mohabat mein wafadar hai
Chod de sari fikar duniya dari ki 
Aur ek he baat samaj ki humari mohabat 
Mahadev aur parvati ka avtar hai.....
Iss hadh tak hume tumse payar hai

©Jyoti Gupta #Jaana

Kishan

jaana #लव

read more

irfan Hanif

jaana

read more

irfan Hanif

jaana

read more

Devendra Pratap Singh

jaana

read more
वो भी न जाने कैसा नज़ारा होगा
jaana जब कबूल तुम्हे इश्क़ हमारा होगा
फिर तुझपर होगा न किसी का हक़
jaana तू सिर्फ और सिर्फ हमारा होगा jaana

Devendra Pratap Singh

jaana

read more
Jaana


yun to wo ek anjaan chehra tha
jise kisi ne nahi dekha tha
maine bhi nahi.
jo meri har kavitaon me moujood thi
magar phir bhi mai uski aankhon tak ki
kalpana nahi kar paa rha tha
wo jo bhi hai
khubsurat to bahut hi hai 
ye yakeen tha
qki jiske naam matra se meri kavitaon
ki shobha badh jati hai.
yakeenan wo to behadh khubsurat hogi
fir ek roj mujhe wo mili 
behdh hi khubsurat
maano us khuda ne ek arse ki 
mohlat le use banaya ho
jisme koi bhi kami ho hi nahi skti
uski aankhe 
maano kai maikhano ho inhi me
jo koi ek baar inhe dekh le 
taumra bas tera hi nasha rhe uspar
uski hoth to jaise
khud jindagi ki muskaan kaid ho inme
gar  ye muskuraye 
jo jindagi bhi chehak uthti hai
aur kya kya likhun
jaana mai tumhare liye
us khuda ne to tumhe 
beja hi hai har shayari
ka chehra banakar
jaana kya likhun mai
tuumhare liye
kitna bhi likh du tumhare bare
par wo bas nahi
jaana ktum kisi mahaan shayar
ki sabse khubsurat shayar ki jawab si ho
aur kya likhun jaana mai tumhare liye
bas itna kahna chahta hun
ki tum hanso to jaana
jeene ki wajah meri ban jati ho
gar rutho to lagta meri
saja-e-mout ban jati ho... jaana
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile