Nojoto: Largest Storytelling Platform

New teri parwah karta hoon Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about teri parwah karta hoon from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, teri parwah karta hoon.

Stories related to teri parwah karta hoon

shainaaz siddique

mai intezaar karta rahoonga,, fs

read more
wade wafa ke naa kar jana
tu nibhana sakega aur
mai ta umar intezaar me rahoonga
fs,,,,

©shainaaz siddique mai intezaar karta rahoonga,, fs

Sh@kila Niy@z

यूॅं तो बात बहुत छोटी सी है 
लेकिन बहुत अहमियत रखती है 
कि इंसान उसी इंसान की बहुत दिल से 
फ़िक्र और परवाह करता है,
जिस इंसान को उस फ़िक्र की,उस परवाह की 
सच में दिल से क़द्र होती है।
वर्ना इंसान के दिल में तो वैसे भी इंसानियत 
अक्सर हर दूसरे इंसान के लिए होती है।
लेकिन ...
सिर्फ़ इंसानियत और दिल से की गई परवाह और 
फ़िक्र, ये दोनों बातें बहुत अलग होती हैं।
और जब दिल से की गई परवाह और 
फ़िक्र की क़द्र ही नहीं होती 
फ़िर वो फ़िक्र और परवाह ख़ुद-ब-ख़ुद 
ख़त्म होने लगती है ।

©Sh@kila Niy@z #basekkhayaal #basyunhi 
#Dil  #fikr   #parwah 
#Qadr 
#nojotohindi 
#Quotes 
#18Feb

Sam

#Taras Raha hoon due hoke tujshe

read more

Naveen Dutt

"Bikhre Alfaaz" "Raat ke sannate se baatein karta hoon, Dil ka dard chupke se likhta hoon."

read more
White Mann ke kone mein chhupi baatein,
Dil ke darwaze par dastak deti hain.
Raat ke sannaton mein guftagu karti hain,
Par sunne wala koi nahi hota.
Aankhon mein chhupa hai dard ka samandar,
Par aansuon ko behne ki ijaazat nahi.
Dil chahte hai chillake kahoon,
Par shabdon ko bandhan se azadi nahi.
Kaash koi ho jo samajh sake,
Mere khamoshi ke gehray matlab.
Jo bina kahe jaan le,
Mere dil ke chhupaye jazbaat.
Kitne khayalon ka bojh uthaya hai,
Kitni baar apne aap ko samjhaya hai.
Par kabhi kabhi dil keh deta hai,
"Kaash ek baar toot kar ro loon."
Zindagi ke safar mein,
Kya har insaan akela hota hai?
Ya shayad hum khud hi,
Apni duniya se dur ho jaate hain.
Toh agar tu sun raha hai, aye khuda,
Mujhe ek dost de, jo samjhe mujhe.
Mere alfaaz ko nahi,
Mere khamoshi ko samjhe.

©Naveen Dutt "Bikhre Alfaaz"

"Raat ke sannate se baatein karta hoon,
Dil ka dard chupke se likhta hoon."

Rupak Sonowal

#SunSet me sahi hoon yaa galat bataye

read more
duniya mein dost to buhat mil jayega lekin dukh mein saat dena wala koi dost nahi milega

©Rupak Sonowal #SunSet me sahi hoon yaa galat bataye

Muhammad asif Muhammad Asif

Main Teri yaad me har pal sogwaar rehta hoon

read more

Guria Sharma

teri yaad

read more
Unsplash Itna aasaan nahi tha 
tere bina jeena
pal pal tuti....pal pal bikhri
par phir sambhli 
tere yaado ke sath 
akhirkaar 
jeena sikh hi gyi

©Guria Sharma teri yaad

Gurpreet Singh

#baliharee teri kudrat

read more

Pawan verma 950937

chori karta hua

read more

nazish hameed

Teri galiyan

read more
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile