Nojoto: Largest Storytelling Platform

New rishton ke saare manzar lyrics Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about rishton ke saare manzar lyrics from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, rishton ke saare manzar lyrics.

Stories related to rishton ke saare manzar lyrics

    LatestPopularVideo

Ek Awaaj

rishton ke saare Manzar chup chap dekha... #ShockingNews

read more

Masirul Shaikh

#Music#ghazal#rishton Ke Saare ManzarArijit Singh's fan. #संगीत

read more

AlFaaz Anjali Ki Diary Se

Rishton ke Manzar #AlfaazAnjaliKiDiarySe

read more
" Rishton ke Manzar"
 Jinke  paas Apne purane Rishte hein wo naye 
  rishte ke liye taras rahe hein...
 Jijke Saath naye rishte jud gye wo ab chhod chuke 
 apne rishto ke liye tadap rahe hein...
 Aur jinke pas na purane hein na naye wo Apnepan 
 ke liye Taras rahe hein...
 Purane aur Naye dono rishte jinke paas hein
 wo Nazuk Dor sambhal nhi paa rahe...
 Aur Rishto mein ulajhte jaa rahe hein...
 ye hai aaj ki Duniya ka Sach 

- Anjali singh Chouhan Rishton ke Manzar #AlfaazAnjaliKiDiarySe

Krishnendubach

A Tribute To Arijit Singh | Rishton Ke Saare Manzar #arijitsingh #Arijit #arisinghsong #viarl #voice #Shayar #ghazal

read more

Shinawar

● Manzar ke pas manzar mein jhaanko..!

read more
Sabz mitti pe lahu bhii to baha
hai kitna'
kuchh mahek aur bhii aati hai 
gulaaboan ke siwa..! ● Manzar ke pas manzar
   mein jhaanko..!

Yshu Vinod Bisht

rishton ke Manzrr

read more

Zakhmi Dil

rishton ke bazar

read more
Rishton ke bazar me wo log
aksar akele paye jate he.
Jo dil aur zuban ke
sacche hote hain. rishton ke bazar

shivani Tomar

Rishton ke Rang

read more
Kuchh Rishtey Is Mehndi ke rang ki trha hote h 
Shuruaat me Chatak hote h 
Baad me fike hone lagte h Rishton ke Rang

Shashank Tripathi

#rishton ke mayne

read more

Ajita Bansal

rishton ke bantware #apart #Poetry

read more
Rishton ke batwaare 


ajkl khuaish hai apni apni 
jo jiske sath rhna hai rh skta hai 

par jab parivaar me hoti hai
 ye baatein to dil dukhta hai har kisi ka 

batwaare ke sath sath khushiyon ka glaa bhi ghutta hai 
shayd jo pyaar se rhte the vo ab baat tak na krte 

bhai bhai ki khasuni me smjhane vala koi na tha 
vo mantrna jesi chaal chalne vali har ghar mai hai 

kabhi kabhi mahabharat jesi jang chid jaati hai 
par koi bolta nhi hai bich mai kyuki khud ki ijjat jati hai

agar ek ka sath na ho to vo bhi bebas hota hai 
or log smjhte hai ki kuch kar na paya 

har rishton ki ek dehleez ki baat hai 
bhagwaan se rabta hai ab to 

bas rishto ko apne mayne smjhna 
apna kartavya parivaar ke liye zaroor apnana

©Ajita Bansal rishton ke bantware

#apart
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile