Nojoto: Largest Storytelling Platform

New aaya hai mujhe phir yaad woh zalim 320 Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about aaya hai mujhe phir yaad woh zalim 320 from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, aaya hai mujhe phir yaad woh zalim 320.

Stories related to aaya hai mujhe phir yaad woh zalim 320

    LatestPopularVideo

Falaq Siddiqui

Noorani wo chhera aaj mujhe phir yaad aaya #طنز

read more
Noorani wo chhera aaj mujhe phir yaad aaya...Bhot koshish ki lekin wo mere dil ke darwaze se na nikal paya...Kahte hain har kaam Khuda ki marzi se hota hai...Phir samajh me ye nahi aata ke mere dard ka qusoorwaar koun hai... Noorani wo chhera aaj mujhe phir yaad aaya

Enlightened Soul

Aaj fir wo mujhe yaad se yaad Aaya hai......

read more
Main usse nhi milta hun bichad jane ki niyat se.....
Wo samajhta hai ki mahabbat majak h.....

Main sare zahaan se lad rha hun usse milne ke liye..... 
Wo aisa h ki mere kamayi ka khairaat lutata jaa rha h.....!!!!! Aaj fir wo mujhe yaad se yaad 
Aaya hai......

Rabbani Rabbani

#lovebeat Kiun woh mujhe yaad karti hai .....????

read more

Shinawar

* phir tera fasana yaad aaya..

read more
Sansein leti tasveeroan
ko chup
lag
jaayegi,
saare rang karishmoan
se aari
ho jaayenge••
Aur kuchh ham bhii
tanhaai ke aadi ho jaayenge●
Shinawar * phir tera fasana
   yaad aaya..

Shinawar

● phir tera fasana yaad aaya••

read more
●   Sansein  leti  tasveeroan 
ko chup
lag  jaayegi'

saare  rang
karishmoan
se  aari
ho  jaayenge••

©Shinawar ●   phir  tera  fasana
     yaad aaya••

upasna pal

tu yaad aaya aaj phir

read more
Zindgani ki iss dhokebaaz raah mai 
kaise mujhe tum akela chod gye 
ye Duniya to mujhe jeene bhi nhi degi 😩😩
by~~
 Upasna Pal tu yaad aaya aaj phir

Shinawar

● Phir tera fasana yaad aaya..

read more
Aasman par taroan ki baraat ho..
tanha chaand ne apne chehre se
chup ke se naqaab hata li ho..tab 
yaad ki shaakh par' mohabbat ke 
anginat phool khilne lagta hain ..
dhadakte dil ki sadaaein kuchh is 
andaaz se sargoshiyan karne lagti hain •
~ tire khayaal se lau de uthi hai 
tanhaai '
shab e firaaq hai ya teri jalwa 
aaraai• ● Phir tera fasana yaad aaya..

Dipak Jha

Phir Rona yaad aaya ..#dol ,#SAD nojoto

read more
Hone ko na tha kuch 
To unka hona yaad aaya 
Phir se bhiga li Palke
Phir rona yaad aaya

Ek raat meri bistar par 
Gum yu aake baithi
Na need ushko aayi
Na hame sona yaad aaya 

Ishq ke mausham me 
Dil bhi diya tha unko 
Na sambhalkar unhone rakha 
Na khona yaad aaya .. Phir Rona yaad aaya ..#dol ,#sad #nojoto

mk

woh baatein aaj bhi mujhe yaad hai.. shivam kumar mishra #Shayari

read more
Woh baatein aaj bhi mujhe yaad hai
Woh kahti thi bijli ke kdkne se, badal ko kya frk pdta hai.
Uske barsne se bhoondo ko kaisa lgta hai. 
Aaj bhi mujhe yahi drr lga rhta hai, ki
Woh purani batoo ko bhula kr mere baare mein kyu zikr krta hai. 
Mana maine kabhi usse ye nhi pucha tu kyu udaas hai, 
Aaj bhi tere aane ka mujhe intezaar hai. 
Woh kahti thi dil mein jaan hone se uski dhadkan chalu nhi hoti, 
Uske bina meri zindagi ki har ek saans puri nhi hoti.
Dil se maangi hue dua kabhi adhuri nhi hoti. 
Woh baatein aaj bhi mujhe yaad hai.||
Kabhi  tune uska zikr apni jubaan pr kyu nhi liya, 
Isliye toh aaj tujhe mil rhi hai uski saja. 
Woh bhi kya din the uska hasta hua chehra kitna maasoom lgta hai, 
Aisi kya naraj hue ki ab yeh pal uss din ki tarah ek sapna sa lgta hai. 

Woh baatein aaj bhi mujhe yaad hai. || woh baatein aaj bhi mujhe yaad hai..  shivam kumar mishra

Khushi Paswan

tum aaye to aaya mujhe yaad #Love

read more
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile