Find the Latest Status about ghulam serial from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, ghulam serial.
Wali Zama
Jo log dete hain saugaat gande alfazo'n ke Unhi logon ke hain ziyada qadardaan yahan... Aazmaish ka waqt hai, sachchaai ki dagar par, Imtehaa'n me khare utre ye itna aasaan kahan.. Kya khoob tha andaaz unka , qatl Sar-e-aam kiya, Bajni thi shahnaayee jahan, bana dya shamshaan wahan... Tanhayeeo'n me rota raha khudi pe yeh Parwaaz, Ban kar gulam rah gaya, banna tha Sultaan jahan... ©Wali Zama #Ghulam