Find the Latest Status about hua hai aaj status from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, hua hai aaj status.
FAKIR SAAB(ek fakir)
paida hona bhi mahenga hua hai jeena bhi mahenga hua hai marna aur marne ke baad kabra mein dafan hona ya chita par jalna bhi bahot mahenga hua hai aaj kal ©Dharam Paaji harfan( fftfbs) mahenga hua hai aaj kal #moonbeauty
mahenga hua hai aaj kal #moonbeauty #शायरी
read moreRashid Zafar
Aaj ek ka katal hua h, kal katlo ka bajar hoga Yuhi khoon k mahaul banenge Sabhi sabka katal krenge Khoon k badle khoon ka asaar hoga Aaj ek ka katal hua h, kal katlo ka bazar hoga Tum todoge hmare ghar ko Hum todenge tumhare ghar ko Nahi rhega koi baki Zarra zarra bezaar hoga.... Aaj ek ka katal hua h, kal katlo ka bazar hoga Riste naate sb phoonk jayenge Insaaniyat ke do labj toot jayenge Har begunah k gardan pe, talwar -e- dhaar hoga Aaj ek ka katal hua h, kal katlo ka bajar hoga. Aye insan tu kisi k bahakawe pe na chal Tujhse tera jameer ruth jayega Julm na kar kisi par ijjat sharmsaar hoga Aaj ek ka katal hua h, kal katlo ka bajar hoga... written by, rashid zafar Insaan Aaj ek ka katal hua hai...
Insaan Aaj ek ka katal hua hai...
read moreShweta Singh
kesariya aasman aaj fir kesariya aasman hua hai, aaj fir Mausam beiman hua hai #Nojoto #nojotohindi #photography #photo
kesariya aasman aaj fir kesariya aasman hua hai, aaj fir Mausam beiman hua hai #nojotohindi #Photography #Photo
read more