Find the Latest Status about khel khatam from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, khel khatam.
Prahalad
White cricket cricket Mera Priya Khel hai ©Prahalad Indian gamer ka Priya khel cricket hai
Indian gamer ka Priya khel cricket hai
read morevoice of tales
White फंसा लेती है ज़िन्दगी अपने जाल में घरवालों के प्यार में तो कभी उनसे हुई तकरार में ये ज़िन्दगी का अनोखा खेल ही तो है जिसे हम ताउम्र उसके इशारों पर खेलते है छोटी छोटी खुशियां देकर हमें अपने खेल में उलझाती है और...... जो कभी इससे बगावत की तो, गम बड़ा देकर औकात हमारी बताती है ये ज़िन्दगी है जिसके हम किरदार है, उन्हीं निभाने आए है हम, वरना सब बेकार है। ©voice of tales #ज़िन्दगी #Life #khel #jivan #thought
Kuldeep singh
White khatam hone ko h safar shayad. fir milenge magar shayad. ©Kuldeep singh life# khatam hone ho h by KD and BSC
life# khatam hone ho h by KD and BSC
read moreRuuposh Aadil
White Gar pareshaniyaan ginn.ne se kam ho jati Ham itna ginte ki saari khatam ho jati Intizaar hai bohraan kya chot denge Hal talaashne ki tajassus baaham ho jati Bade darbaaron ka ehtiraam karna jante ho Meri kutia mai haaziri se kya teri zaat kam ho jati Rahiye na ham par itna mehrbaan ki bhula dijiye Taa-ki meri mohabbat bhi thodi madhham ho jati Khaa gayi zindagi be-jhijak apne h.i ap ko Kya bura tha gar nafas ki lalach h.i khatam ho jati Jiye jaate nahi ham se ye javaani ke kuch din Zii.st aksar hai bu.dhaape par be-dam ho jati Vahi dhuundna mujhe "Aadil" jahaan mai gum hun Meri khoj hai lapata hone par sangam ho jati ©Ruuposh Aadil Kya bura tha gar nafas ki lalach h.i khatam ho jati #Sad_Status sad shayari
Kya bura tha gar nafas ki lalach h.i khatam ho jati #Sad_Status sad shayari
read morewah_miss.farooqui_10
Ye pyaar me bhi kismat azeeb hi khel khelti hai , Jo kisi ko khud se bhi jyada pyaar karta woh usko milta nhi , aur jo tasavvur bhi nhi karta usko yunhi mil jata hai..,✨ ©wah_miss.farooqui_10 #Kismat ka khel life quotes in hindi
#Kismat ka khel wlife quotes in hindi
read moreVikas sagar740
a-person-standing-on-a-beach-at-sunset आपको कौन सा खेल पसंद है मुझे वालीबाल ©Vikas sagar740 #SunSet khel
#SunSet khel
read moreSaba Mughal
a-person-standing-on-a-beach-at-sunset Waqt ke tand o taiz samandar mein Mein apni zindagi ki kitaab ke safhon ko Ek ek kar ke Alag kar rahi hun Jinhein mein ne apne khoon se likha tha Or baha rahi hun bebaha lehron mein Or in sarkash lehron mein Mera khoon ki siyahi Aise behti hui jaa rahi hai Jaise ahista ahista meri roh Raakh ban kar Hawa mein tehleel ho rahi hai Or mein bebas dekh rahi hun Apni kahani ko apne hathon se khatam karte dekh ke Aisa lag raha hai mujhe K mein ne khud ko hi Apne hathon khudkushi ki hai Ab sab sahfay behte paani ki nazar hue Or mere hath mein khaali khol reh gaya Jaise roh k baghair bejaan jism Mein ne os khali khol ko bhi Paani ke nazar kiya Ab mere wajood ko bhi Matti k nazar hone ka intezar hai Kahani khatam Or sath Mein bhi khatam ©Sabrina Ben Kahani khatam ,Mein khatam # sad shayari sad status in hindi sad quotes about life and pain
Kahani khatam ,Mein khatam # sad shayari sad status in hindi sad quotes about life and pain
read moreMatangi Upadhyay( चिंका )
इश्क़ घुला और जात ख़तम चांद खिला और रात ख़तम नये दौर की प्रेम कथा जिस्म मिला ज़ज्बात ख़तम रिश्ता विशता तुम जानो तुम मेरे हो बात ख़तम... ©Matangi Upadhyay( चिंका ) tum mere ho bat khatam ❤️ #Nojoto #Hindi #Life #Love #Hindi #Shayari