Find the Latest Status about jaay from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, jaay.
Naveen Dutt
White Sirf kal hi kal bacha hai yahan, aaj toh jaise khoya hai kahin. Sapne bhi bas kal pe tikey, jo aane se pehle khoye wahin. Har kal naya ek waada kare, par haathon se phir fisal jaaye. Main phir bhi usko dhoondhta rahun, jo kabhi saamne nazar na aaye. Aaj ko jeena seekh loon shayad, warna kal bhi aaj jaisa hoga. Sirf kal hi kal reh jaayega, aur jeene ka haq adhura hoga. ©Naveen Dutt "Kal ke jhamele mein aaj na kho jaaye, kahin jeene ka haq adhura na reh jaaye." #LifePoetry #Shayari #Zindagi #LiveInTheMoment #PoetryLove
"Kal ke jhamele mein aaj na kho jaaye, kahin jeene ka haq adhura na reh jaaye." #lifepoetry Shayari #Zindagi #liveinthemoment PoetryLove
read moreRuineddevil
White Kabhi aa kar yoon ched mujhe, Jaise sitaaron me raag lag jaaye, Kahin door dariya me ghar hai mera, Magar saare mohalle me aag lag jaaye! ©Ruineddevil #love_shayari Kabhi aa kar yoon ched mujhe, Jaise sitaaron me raag lag jaaye, Kahin door dariya me ghar hai mera, Magar saare mohalle me aag
#love_shayari Kabhi aa kar yoon ched mujhe, Jaise sitaaron me raag lag jaaye, Kahin door dariya me ghar hai mera, Magar saare mohalle me aag
read moreSai Angel Shaayari
Unsplash Pehle Tumhein Dhokha Milegaa , Phir Majbooriyaan Sunaayi Jaayeingi. ©Sai Angel Shaayari #Book Pehle Tumhein Dhokha Milegaa , Phir Majbooriyaan Sunaayi Jaayeingi. life quotes sad life quotes in hindi
#Book Pehle Tumhein Dhokha Milegaa , Phir Majbooriyaan Sunaayi Jaayeingi. life quotes sad life quotes in hindi
read moreNaveen Dutt
Bebasi ke manzar mein, khud ko dhoondhta hoon, Har simt dard ke saaye, unse joojhta hoon. Khwab aankhon mein hain, par neend roothi hai, Khushi paas hai magar, muskaan chhuti hai. Zindagi ke sawalon ka jawab nahin milta, Dil ki gehraiyon mein sukoon nahin khilta. Chaandni bhi lagti hai jaise koi saazish, Tanhai mein ghira hai dil, bane har baat warish. Safar mein akele, raste thake-thake, Har kadam pe rukte, dard ke silsile. Kise pukaroon, kaun sunega ye sada, Bebasi ke manzar par koi rukega bhala? Bas ek umeed ka diya jalaaye rakhta hoon, Is andhere mein roshni ke kadam ginta hoon. Shayad ek din ye baadal chhat jaayein, Aur bebasi ke manzar bhi hans ke behal jaayein. ©Naveen Dutt Bebasi Part. 1 "Har kadam pe rukti hai zindagi, phir bhi umeed ka diya bujhne nahi deta. Bebasi ke manzar bhi ek din roshan ho jaayenge."
Bebasi Part. 1 "Har kadam pe rukti hai zindagi, phir bhi umeed ka diya bujhne nahi deta. Bebasi ke manzar bhi ek din roshan ho jaayenge."
read moreRuineddevil
White You in pain watching the world and thinking - Kaash yeh duniya kal khatam ho jaaye, Saare maslon ka hal ho jaaye! ©Ruineddevil #good_night You in pain watching the world and thinking - Kaash yeh duniya kal khatam ho jaaye, Saare maslon ka hal ho jaaye! #ruineddevi
#good_night You in pain watching the world and thinking - Kaash yeh duniya kal khatam ho jaaye, Saare maslon ka hal ho jaaye! ruineddevi
read moreRuineddevil
White Har ik dil me jaroor ek ansuna dard hai, Jo raakh me sameta jaayega! ©Ruineddevil #good_night Hai ki nahi? Har ik dil me jaroor ek ansuna dard hai, Jo raakh me sameta jaayega! #ruineddevil
#good_night Hai ki nahi? Har ik dil me jaroor ek ansuna dard hai, Jo raakh me sameta jaayega! #ruineddevil
read moreRuineddevil
White Kabhi halaat behtar huye, Toh halat sudhar jaayegi, Aur inhi alfaazon me, Yeh zindagi guzar jaayegi! ©Ruineddevil #sad_dp Kabhi halaat behtar huye, Toh halat sudhar jaayegi, Aur inhi alfaazon me, Yeh zindagi guzar jaayegi! #ruineddevil
#sad_dp Kabhi halaat behtar huye, Toh halat sudhar jaayegi, Aur inhi alfaazon me, Yeh zindagi guzar jaayegi! #ruineddevil
read moreMr Maksudul 07
New Year 2024-25 "Calendar badal jaayega, par kuch rishte waise hi adhure reh jayenge." ©Mr Maksudul 07 "Calendar badal jaayega, par kuch rishte waise hi adhure reh jayenge." #NewYear2024-25 #treanding #New_Financial_Year_2025 #newpoetry #v
"Calendar badal jaayega, par kuch rishte waise hi adhure reh jayenge." #Newyear2024-25 #treanding #New_Financial_Year_2025 #newpoetry v
read moreMP Ritesh
👉🤗Bharosa Ek Aisi chij hai Jo Ek Bar Tut Jaaye FIR judne Mein pura Jivan lag jata hai wvideos maker wvideos gana
read moreSam
चà¥à¤ª थे हम ने कब चाहा कि वो शख़्स हमारा हो जाए इतना दिख जाए कि आँखों का गुज़ारा हो जाए हम जिसे पास बिठा लें वो बिछड़ जाता है तुम जिसे हाथ लगा दो वो तुम्हारा हो जाए तुम को लगता है कि तुम जीत गए हो मुझ से है यही बात तो फिर खेल दुबारा हो जाए है मोहब्बत भी अजब तर्ज़-ए-तिजारत कि यहाँ हर दुकाँ-दार ये चाहे कि ख़सारा हो जाए ©Sam #koi hamara ho jaaye
#Koi hamara ho jaaye
read more