Nojoto: Largest Storytelling Platform

New asara असारा Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about asara असारा from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, asara असारा.

    PopularLatestVideo

Schin Boy

#Asara kha dhre ga jan #लव

read more
mute video

Kumar Vimal

Jinse ummeed rakhte hai wahi daga de jate
Jin par asara karte wahi akela kar jate
Unki sahuliyat par hum hai yahi woh soch rakh jate
Hamare armaano ko tavajju  kabhi na de jate
Badlaav woh hai thahte aur jo hum badle
Sah na pate

©Kumar Vimal #ummeed #daga #Asara #akela #sahuliyat #armaan #Tavajju #Badlaav #kumarvimal 

#ChangeInLove

Kumar Vimal

Hum bandagi karte karte bandish ban jate hai
Asara dete dete besahara ho jate hai
Ummeed baandh baandh kar bikhar jate hai
Rait ke rishton me apna wajood kho jate hai

©Kumar Vimal #bandagi #bandish #Asara #beshara #ummeed #Rait #rishton #wajood #kumarvimal 

#MereKhayaal

Kumar Vimal

Bikhar jati hai zindagi sab sambhalne par bhi
Bikhar jati hai zindagi sab sambhalne par bhi
Himmat juta par phir taiyaar hona padta hai
Asara hi toh chhut jata hai un gairo ka
Hosala thode hi koi tumse cheen pata hai

©Kumar Vimal #bikhar #Zindagi #Sambhalne #himmat #Taiyaar #Asara #gairo #Hosala #kumarvimal 

#lookingforhope

Kumar Vimal

Khuda ki hai rahmat usi ka asara
Rah ka saathi is zindagi ka woh caravan
Aashiyane me uske hum mehmaan hai
Bhar deta hai woh jholi, jitna socho usse zyada meharbaan hai

©Kumar Vimal #Khuda #rahmat #Asara #Zindagi #Caravan #Aashiyane #mehmaan #meharbaan #kumarvimal 

#Ocean

Maha Chudary

# is jahan main ek tera he to asara hai ..na chor k jana mjhe #poem

read more
 # is jahan main ek tera he to asara hai ..na chor k jana mjhe
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile