Find the Latest Status about sukoon meaning in marathi from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, sukoon meaning in marathi.
Mohammad Nadeem
Mat kr itni Azmaish meri Ae khuda Mein seh nhi pa rha hu Mujhw Sukoon ata farma Ya Ya maut ata farma de Suna hai maut se bda sukoon koi nhi ©Mohammad Nadeem #sukoon Sukoon
Ajnabii Inherself
Sukoon dhoondh kar thak gayi ...... kabhi pyar me parivaar me , dost aur yaar me ,chuttion aur itwaar me, nadiyon aur pahaad me , kabhi Aaene toh kabhi shringar me ,kabhi chaand aur uske vikaar me, kabhi ujalon me aur kai baar toh dhoondha band kamre ke andhkaar me ,kabhi takiye par bahaye ansuon me dhoondha toh kabhi bhagwaan me ....Ab jaakar paya ke milta hai sukoon mujhe meri dyari aur meri kitaab me .....sukoon milta hai jab uthati hun kalam ...wo chand pantiyaan sukoon hai mera jinhe likhti hun harbaar main .....@S.priya ©Ajnabii Inherself #sukoon