Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Huyi Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Huyi Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos abouts life gym nguyễn huy lượng, jo tere na huye to, huya in hindi, huyi meaning in hindi, huyi in hindi,

  • 77 Followers
  • 624 Stories

Deep lonley wiidout uh

#Jaanisays

read more
Yeh kis baat ki umeed thi
Aur kya baat huyi hai?

Jab jab sach bola hai pattharo ki barsaat huyi hai 


#Jaani #Jaanisays

Deep lonley wiidout uh

#jaani #Tarjani

read more
Shiddato'n se yaad liye betha tha
Baat muddat ke usne pehal ki

Dil mein khayaal aaya, shukar hai sabki duaaein haq mein qabool huyi

Duniya hi badal gayi jab mu'kare woh
Kaha bhool jaao JAANI baat yahin behtar bas huyi

Mera sabar, mohabbat, taana-o-shayari,
Zindagi bas yun'hi fanaa honi thi aur huyi

Kya khuda bhi uska tha, aur duaaein bhi meri be'asar hi gayi?

Meri naa sunta khudaa harz nahi, kya in toote dilo'n ki duaaein tere darr khaali gayi?

#Jaani #Jaani #Tarjani

Deep lonley wiidout uh

#jaani #Tarjani

read more
Muddat guzar gayi usey dekhe huye 
Magar aankho mein ab bhi 

Hai woh surat basi huyi,
Aur aage chal kar ussi ne mujhko diye

Beshumaar zakhm, jisney kaha tha kabhi
"JAANI aapse mil kar khushi huyi"


#Jaani #Jaani #Tarjani

Ritika Aditya Dubey

read more
2 Years of Nojoto Tere bare me sochkar hi tughse dur huyi,
ishk to beintha tha tughse phir bhi mai kuch chizo se majbur huyi.

aman6.1

openpoetry wo chala gya 🙏✍️aman6.1 kuch dil ki baat. Aas jagi thi armano Mai dil jala hai toofano Mai. Kuch gunj raha makano Mai kuch lut gya virano Mai. Kuch tuta pathar kanch ka kuch pani jala Maikhano Mai. Kuch bewafai k rang they kuch mere apne sang they. Kuch lut lai gya wo chor kuch geet gata reh gya mor. Kuch ansun bane asmannno mai,kuch badal barse samshano mai.

read more
Aas jagi thi armano Mai dil jala hai toofano Mai.
Kuch gunj raha makano Mai kuch lut gya virano Mai.
Kuch tuta pathar kanch ka kuch pani jala Maikhano Mai.
Kuch bewafai k rang they kuch mere apne sang they.
Kuch lut lai gya wo chor kuch geet gata reh gya mor.
Kuch ansun bane asmannno mai,kuch badal barse samshano mai.
Kuch mohbat huyi azadi mai kuch tuta sapna barbadi Mai.
Kuch mera bachpan pas th, masum sa patang sath tha, kuch uda hawa jawani wo kata patang beimani Mai.
Kuch rutbe ki jung thi yaro ki masti sang thi.
Kuch seharo ki choriyon ki chal thi,gawon ki gori v Kya kamal thi,
kuch mera dil betab tha kuch uska chehra khas tha,waqat jawani ka ehsas tha hontho se hontho ka milan mithas tha.
Kuch manzil gustakh thi dur ho kar pas v thi. 
Kuch gehri chal dushman ki kuch mere pankh nadan they,
kuch chidi jung jwani ki jab yar mere kamaal the.
Kuch chunri ka parda tha,kuch noor ka shingar tha,
Wo mohale ki ladki ka nakhra v kamal tha.
Kuch lori gayi daadi ne kuch Dada ji k thath they wo v kya zamane they jab Bhai hote aath(8) they 
Kuch kadamo mai mitti thi, juban sabki chitti(white)thi,bharose ka karobar tha pag vat yar tha chunni vat saheli thi,muh boli maa thi muh boli mamta gali ki mayon ki,dudh sabka ek tha bacha v na koi fake tha.
sachayi ki kadar thi dilo Mai machi gaddar thi,
School kam they qabliyat mai Dam they,hisab pakke they chahe ungliyon pe ratte they. desh ghulam tha Leader nilam tha azadi k parwano ka fansi ko salam tha Wo bharat mera bohat mahan tha.
Kuch khule maidan they bail(ox)  kheto ki shaan they, kissan desh ki jaan they barsate sawan aam they,
Kheto Mai mehnat khoob thi,kat ti fasal lagte mele bhaisakhi mai  jhoomte wo kissano k  theley(bailgaadi).
Kuch maa ka anchal wo maa ka pyar,wo rota bachpan maa ka dular, kuch maa ki majburi maa ka kam.
 nipta k kam jab wo banati muje chand,wo mele Mai khilone ki zid wo Ruth k maa ka palu pakde gujarta waqat.
wo baap ka rutba, kuch baap ka dar, wo baap ka kandha bethe pakda mai uska sar, wo cycle ki seat wo chidiyon k ghar, kuch kache makan khula aangan,
wo rishtedaron k roshan they Mann wo apnapan,
wo chala gya wo kho gya, nyi tehzib mai amir logo k fatte kapdo mai wo kho gya.
wo azadi k naam pe ladkiya ud chali adhe adhure kapdo mai,
wo rishte mar gye jalan ki rakh Mai, videsi aa gye angrej chale gye.
Sab chala gya dosti Mar gyi sabar tut gya dost ki behan ko dost hi lut raha.
sab kho gya college k maidano Mai kise aam huye, mohabat k naam per kyi jisam nilam huye. Wo Ruth gya waqat yari ka daur chal pada makkari ka khanjar chote  hai zakham gehre Hai.
choti umar samabli nhi rang chada ishq ka.
pyar Ho rahe 12ki umar Mai,bistar garam Ho rahe 14 ki sardi Mai,dil tut raha 16 ki rat ko. Kaise sambale koi is bigade halat ko.
bhikhri hawas huyi ankho ki palkon mai kaise dikhe ab sachayi lafzon mai 
Ab to chala wo chala gya gya waqat suhana. #openpoetry  wo chala gya 🙏✍️aman6.1 kuch dil ki baat.

Aas jagi thi armano Mai dil jala hai toofano Mai.
Kuch gunj raha makano Mai kuch lut gya virano Mai.
Kuch tuta pathar kanch ka kuch pani jala Maikhano Mai.
Kuch bewafai k rang they kuch mere apne sang they.
Kuch lut lai gya wo chor kuch geet gata reh gya mor.
Kuch ansun bane asmannno mai,kuch badal barse samshano mai.

Rahul Gupta

Namita Writer Saloni Singh Being Devashish Nishu Maurya..... Nitu Sharma

read more
Usne bola biti huyi baton me kya rakha h bhul jayiye sab unhe yad krne se bas taqlif hoti h..."wo jinhe tum na biti huyi batien kah rhi ho 
use ham hmari jindagi khte the"
 Agar pyar krte ho to wapas se phle jaise ban jao jitna pyar tab krte the utna hi pyar ab bhi kiya kro.... "kya btaye ab ham tumhe pyar to abhi bhi utna hi krte h bas vishwas tumpe kuch...😔😔 Namita Writer Saloni Singh Being Devashish Nishu Maurya..... Nitu Sharma

Sushmita singh uff guggu

##Huyi baat...

read more
 ##huyi baat...

My Own Words (MaksPoet)

Khawahisho ki justuzoo mein pal kuch aise beete,
Jaise subah ke baad shaam huyi,
Lafzo se nikalti hai bas teri hi chahat ki ek dua,
Jaise yeh zubaan meri tere naam huyi,
Fikar na dunia ki teri deewangi mein ab mujhe 
Ab toh haalat-e-zindagi sarey-aam huyi,
Meri nafz ka zarra zarra bas ab tujhe hi pukaare,
Meri yeh saanse teri hi ab tamaam huyi...
 #NojotoQuote my life is yours
#Khawahish #justuzoo #pal #subah #shaam #lafz #chahat #dua #zubaan #dunia #deewangi #haalat #zinadagi #sareyaam #nafz #zarra #pukaar #saanse #tamaam #makspet #myownwords #merealfaaz #poetrylife

Ashutosh Kumar

Anjaane hoke bhi mili najre,
Anjaan Ishaaro se mulakat huyi,
waqt ne thaan li, Hamari bajane ki jis pal,
Usi pal is ek tarfa, Payar ki shuruaat huyi,
Hajaro ko mahfil me, Bas hame chhodkar,
Har kisi se unki, Payar bhari baat huyi hai,
Dil lagana sikh rahe the, Jis pal me hum, 
Us pal dil tutne ki hamare, Shuruaat huyi,
Hame chhodkar, Wo sab ke sath huyi,
Us pal iski shuruaat huyi. #NojotoQuote Shuruaat huyi
#nojotolove #nojoto #poem #shayeri #writer #emotions #thought #tag

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile